Posts

Showing posts from June, 2014

Diabetes A Treatment Discovered By A Kidney Speciality Expert

Image
Diabetes is a dreadful disease, everyone of us knows at least a few of our friends and relatives who have contacted this disease. But there is hope according to Dr. Tony Almeida. He is a kidney specialty expert in Bombay. The cure uses all natural ingredients, so there should not be much side effect if consumed. Moreover, the treatment needs only be followed for two weeks to see its effect. According to Wikipedia “Globally as of 2010 it is estimated that there are 285 million people diabetes with type 2 making up about 90% of the cases. Its incidence is increasing rapidly, and it is estimated that by 2030, this number will almost double. Diabetes mellitus occurs throughout the world, but is more common (especially type 2) in the more developed countries. The greatest increase in prevalence is, however, expected to occur in Asia and Africa, where most patients will probably be found by 2030. The increase in incidence of diabetes in developing countries follows the trend of ur

Mayde Kay Amraz Ka Mukamal ilaj Kalunji Kay Sath

Image
Hadees  e Nabwi (S.A.W.W.) ki roshni mein kalunji tamaam amraz ka ilaj hai. Dunya jahan kay atba scientists or experts ki theory ghalat ho sakti hai magar Hadees E Mubaraka mein bayan hui baat kabhi ghalat nahi ho sakti aap kay irshad ki roshni mein atba qadeem ne kalonji ko har marz kay liye tayar ki jane wali adwayat mein istemal kiya hai aur har ek mein mufeed o moassar paya hai. Dor e hazir mein madah kay amraz, qabaz, gas, tezabiyat aur bad hazmi waghera kay bad ulcer maida ki shikayat ka ho jana aam marz banta ja raha hai.

Health Tips About Blood Cancer Symptoms of Cancer Breast Cancer Ki Alamat in Urdu Cancer ki Nishaniyan In Urdu

Cancer Ki Pehchaan Kya Hai Health Tip Cancer Ki Jankari In Hindi Cancer Ki Alamat Cancer Ke Symptoms Cancer Ki Nishani Kya Hai? Breast Cancer Kya Hota Hai Breast Cancer Ki Alamat aur Pehchan Kya Hai? Cancer ek jaan lewa marz hai Cancer ki aam alamat mein musalsal sar dard,kamar dard, thakawat,bukhar, wazan kam hona aur jild ka rang tabdeel hona shamil hai.is mohlik bimari ki fori pehchan ya iska elam nahi hota jab ye insan ke jism ke andar mukamal taur per phel jata hai tab alamat malom hoti hai cancer ke nishaniyan darj zail hain. Haldi Se Cancer Ka Ilaj Mumkin Hai Cancer Ka Turmeric Powder Se Ilaj Pehle mareez ko tumor ki jaga per shadeed dard hota hai Aik chota sa ubhar peda hota hai. Bleeding ya rasooli ghudar hoti hai iski ird gird ki shariyano se khoon milta rehta hai. Mareez ka wazan kam hone lagta hai. Thakawat aur susti mehsoos hone lagti hai. Rasooli se badbu aati hai aur tafun peda hota hai. Iss qisam ka cancer beroni hisay per hota hai is

How to Relieve Wrist Pain Caused By Typing

Image
Wrist pain when typing is an increasingly common problems, as more and more jobs require work at the computer to get things done. Unfortunately, this pain is more than just an annoyance. Repetitive stress injury, the technical term for this type of pain, can lead to far more serious problems down the line. So what can you do to prevent or alleviate wrist pain while you're typing? 1. Gentle stretching When you type, think of your fingers as tiny runners. Sometimes, your fingers need to be sprinters, hammering out a letter in a few minutes to make the postal deadline; sometimes they need to be marathoners, trudging tirelessly through a 30-page grant proposal. Just like real runners, your fingers rely on gentle stretching to maintain top performance and avoid injury. Before you begin typing each day, take a few moments to gently massage your wrists, and stretch all of the joints in your hands and fingers. Stretching joints will improve blood flow and increase lubrication,

Namaz Mein Shifa Hai Namaz Deen Ka Satoon Hai Namaz Bemariyon Se Bachati Hai

Beshak Namaz Mein Shifa Hai Iss hadees say ayaan hota hai kay namaz mein jahan rohani farhat aur itmenaan haasil hota hai wahan iss mein jismani sehat kay raaz bhi muzmir hain iss kay tamaam arkaan ko agar achi tarah aur ba qayedgi sey ada kiya jaye tau jismani bemarion se nijat hasil ho sakti hai tibbi nuqta e nigah sey cholesterol ko yani charbi jo kay sharyano mein tangi peda karti hai namaz ki warzish se wo aietadal par aa jata hai kyun kay ye tibbi usool hai kay hum din mein jitni baar khana khate hain itni hee bar cholesterol ki miqdar humare khoon mein aam satah se buland ho jati hai aur khoon garah ho jata hai. isi garhay pan ka khatma namaz karti hai aur cholesterol ko bari hadd tak kam karne mein muawnat karti hai aik tibbi nuqta zehan mein rakhne ki zaroorat hai kay saath saal ki umar kay baad daura e dil zyada khatarnaak nahi kyun kay umer kay taqaze say jun jun dil ki shariyane tang hona shuru hoti hain Allah Taa'ala ki qudrat sey saath hee nai shariy

Nashta Behtar Sehat Behtar (Healthy Breakfast) Breakfast Kaise Banaye

Image
Nashta Behtar Sehat Behtar (Healthy Breakfast) Healthy Breakfast Karen Nashte Me Kya Khana Chahiye? Raat ko sone kay baad uthnay par hamare jism ko nashte ki zaroorat hoti hai jub hum sote hain to taqreeban 980 calories kharach hoti hain subah uthne kay bad hum bhook mehsoos karte hain nashte kay bad humare jism mein majood khoon (Blood) ko glucose ki miqdar muhaiya ho jati hai iss endhan ki bhi jis ki humare dimagh ko zaroorat hoti hai isi tarah jub hum neend mein hote hain toh hamara khuliyon (Cells) kay banne ka amal sust par jata hai jub hum subah uthnay per nashta karte hain tau yeh hazam hone kay bad fori tor par is amal ko anjam deta hai. Nashta humare jism ki chuthai (1/4) tawanai ko bahal karne ka sabab banta hai agar hum nashta nahin karte toh aap khud andaza laga lain kay hum iss zaroori tawani ko haasil karne mein nakam hote hain hum apni pehli khurak ko he chor dete hain. Mahreen ka khayal hai kay acha nashta chust rakhne aur behtar din kay aaghaz k

Baalon Ko Lamba Mazboot aur Khoobsorat Banane Kay Liye Kaddu Ka Istemal Karen

Image
Baalon Ke Liye Totka Lambay Aur Khoobsurat Baalon Kay Liye Desi Ilaaj (Long Hair) Balo Ko Ghana Or Lamba Karne Ka Tarika In Hindi Kaddu aik maqbool aur aam milne wali sabzi hai iska rang bahir say sabaz aur andar se sufaid hota hai ye size mein lamba aur goal bhi hota hai. Ghizaiyat kay aitbaar say eska shumar vitamin bashashat aur tawanai bakhshne wali behtreen sabziyon mein hota hai. Qudrat ne is may aisay karamati ajzaa paida kar diye hain jo kay dimag ko taqat de kar baalon ko lamba karne mein akseer ka darja rakhte hain. Hamare Aaqa Hazrat Muhammad Mustafa S.A.W.W ko chun kay kaddu bahut pasand tha aur Hadees mein bhi aya hai kay aap S.A.W.W ne farmaya "Kaddu (Lauki) khao ye dimagh ko taqwiyat deta hai ranjheeda dilon ko mazboot karta hai" kaddu na sirf aik ghizaiyat bakhsh ghiza hai balkay mukhtalif amzraaz mein ye ek moasar dawa ka kaam karta hai agar rozana aik chatank kaddu aik chatank shehad ya missri kay sath musalsal chaar mah tak is