Pairon Mein Dard Ka Ilaj Pair Dard Ke Upay In Hindi Adi Ke Dard Ka Ilaj Edi Ka Dard Treatment In Urdu

Foot Heel Pain Treatment In Urdu Heel Pain Ka Ilaj Pairo Me Dard Upay 



Foot Pain Treatment In Urdu
Pairon Ki Dard Ka Ilaj In Hindi

Pero Me Dard Ka Ilaj In Urdu Adi Ke Dard Ka Ilaj Pair Dard Ka Ilaj In Hindi



Insan ek machine ki tarah hai jaise ek machine work karti hai bilkul usi tarha hamara jism har tarha ke kaam kar raha hota hai. Insani jism dunya ki sab se mushkil machinery hai jisko log aaj tak puri tarha samajh nahin sake isliye Medical Science bahut bada topic hai jis mein daily new researches shamil hoti rehti hain. Pair ka dard kafi wajuhat ki bina par ho sakta hai misal ke taur par aapko agar zyada dair tak baithe rehne ki adat ho to phir agar aap kisi din kafi lamba safar teh kar lain to phir aap ke pairon dard hona shuru ho jati hai. Pairon ke dard ki dusri wajah ye bhi ho sakti hai ke agar aap ek comfortable juta nahin pehnti jese kuch khawateen unche heels waly jute pehnti hain to phir unke paon mein takleef hona shuru ho jati hai jisy heel pain bhi kehte hain. Pairon ke dard ko dor karne ke liye chand tips ko follow karen.


Feet Pain Treatement In Urdu/Hindi


Kabhi humare paon mein Moch aa jati hai Paon Ki Moch Thek Karne Ka Tarika bhi padh sakte hain aur agar aap ke paon ki nas chadh jati hai to iska ilaj padhne ke liye Paon Ki Nas Chad Jana Paon Ki Nas Khichna wali post read karen. Apne pairon ke dard ko theek karne ke liye inhe rest dain aur araam karen aur aise shoes pehne jin mein aap ko comfort aur sakoon mehsoos ho. Iske ilawa agar aap ke paon mein shadeed dard hai to aap shoes ke andar ek heel pad bana kar rakhen aur phir jute pehn lain aisa karna garmiyon mein mushkil hoga isliye aap apne pairon ko araam pahuchane ke liye pairon par ICE yani baraf bhi laga sakte hain jis se aap ko pursakoon feel hoga.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj