Aids Ki Bimari Kaise Hoti Hai Aids Ki Jankari Aids Ki Pehchan Kya Hai Aids Hone Ki Wajah Aids Ke Karan in Hindi

Aids Ke Karan in Hindi Aids Ke Lakshan Aids Ki Pahchan Aids Ki Bimari Kaise Hoti Hai Aids Ki Jankari

HIV Aids Symptoms in Hindi Language Aids Kaise Hota Hai Hindi Me Jankari 
HiV Aids information in Hindi Language

information About Aids in Urdu Language

Aids Disease Symptoms in Hindi Aids Kaise Pata Chalta Hai? Acquired immunodeficiency Syndrome HiV Ke Bare Me Jankari


Aids Kis Tarah Hota Hai in Hindi Urdu
Aids Ki Bimari Ki Pehchan
 HiV Aids information in Hindi Language information About Aids in Urdu Language:



Aids ek aisi bimari ka naam hai jo insani jism ke difai nizam ko kamzor kar deti hai. Aids aik virus se phelta hai jise HIV ka naam diya jata hai. Aids WHO yani World Health Organization ki report ke mutabiq pori dunya mein har 7 minute baad har aik shakhs Aids jesi khatarnak bimari mein mubtala ho raha hai. WHO ke mutabiq naye log jo Aids ka shikar ho rahe hain un mein 90 percent log taraqi pazeer mumalik se taluq rakhte hain. 

Aids Ki Wajoohat Aids Causes Aids Ke Symptoms Aids Ke Karan in Hindi:


Aids aurat aur mard kay ghair sharai jinsi taluqat se aur mard se mard, mard se aurat, aur aurat se mard ke najaiz taluqat se hota hai iskay alawa

kisi dosray mareez ko lagaye hue injection se injection lagwana bhi iss mein shamil hai virus shuda khoon aur virus se mutasra maa se peda hone wale bache se bhi aids phelta hai.

HiV Aids Ki Alamat in Urdu Aids Ki Alamaat Aids Ki Nishani:


Shuru Shuru mein mareez intahai susti aur bechaini ka shikar ho jata hai. HIV ki infection kay mareez ko patlay pakhany din mein 3 martaba se zyada ya musalsal waqfe se aate rehte hain.
HIV Aids ki wajah se lagatar khansi aur is ke sath senay mein dard aur saans ki tangi bhi ho jati hai. Mareez ko bukhar ho jata hai aur temperature 100.2 Degree Fahrenheit se bhi badh jata hai aur jism mein jaga jaga dard uthne lagti hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine