Posts

Showing posts from April, 2014

Mushtzani Aur Quwat-e-Bah Mardana Kamzori

Image
Mushtzani Aur Quwat-e-Bah Mardana Kamzori Kya Hai? Mardana Kamzori Discussion Topics:- Mushtzani karnay say quwaat e bah main kami ajati hay aur jinsi khuwahish main bhi. Mushtzani se  ehtelam ki kasrat hojati hay ya phir juryan hojata hay (yani pishab karnay kay baad ya peshab karnay say pehlay ya dooran main madah nikalta hay).ziada ehtelam aur juryaan say quwaat e bah main kami ajati hay.Jahan tak baat hay mushtzani ki tau is baray main hakeem aur doctors ki raye alag alag hain ,jubkay noorclinic walay tau kehtay hain kay mushtzani kitni bhi karo faraq nahi parhta jo kay bilkul ghalat baat hai insan ki halat kharab ho jati hai mushtzani ki wajah se kamzor or laghar par jata hai insan is haqiqat say inkaar nahi kiya ja sakta kay jo log mazi main mushtzani kartay rahen hain unhi kay sath sarat e inzaal aur ehtelam aur ki kamzori ka masla hota hay. Masturbation Karna Haram aur Nuqsan Deh Hai :- Masturbation karna nuqsan day bhi hay or haraam bhi

Eating A Variety of Foods That Contain Vitamin A (Carotenes) is The Best Way To Get An Adequate Amount

Image
Eating a variety of foods that contain vitamin A (Carotenes) is the best way to get an adequate amount. Healthy individuals who eat a balanced diet rarely need supplements. In fact, too much vitamin A can be toxic. The list of foods will help you select those that are good sources of vitamin A as you follow the Dietary Guidelines.   (1)Breads, Cereal And Other Grain Product (2)FRUITS   Apricot nectar Apricots Cantaloup Mandarin orange sections Mango Melon balls (cantaloup and honeydew) Nectarine Plums Watermelon (3)VEGETABLES Broccoli Carrots: Chard Collards Endive Escarole Kale Mustard greens Peas and carrots Plantain Pumpkin Spinach Squash Sweetpotato Tomato Turnip greens or turnip greens with turnips (4)Meat, Poultry, Fish, And Alternative  Meat and Poultry Liver, braised Chicken Fish and Seafood Mackerel (5)Milk, Cheese, And Yoghurt   Milk Cheese Yoghurt

Mardana Kamzori Ka Elaj In Urdu Na Mardi Ki Wajuhat Mardana Poshida Masail In Urdu

Mardana Kamzori Ka Elaj In Urdu Poshida Mardana Poshida Amraz Poshida Amraz Ka Ilaj Poshida Amraz In Urdu Aaj hamare mulk main 95% adults­ mardana kamzori kay amraz men mubtila hen jis ki waja Islam, Ulma se dori ha ya apnay mazhab sa dori. Mushtzani side effects Dusra yeh k waldain apne bachon k doston k bare men koi malumat he nai rakhte k us ki sohbat kesi ha kun k “phool ki sohbat insane ko khushbudar bana deti ha” or buri sohbat isi tarha shetan bana deti hai. Kisi bhi marz k kamyab ilaj k liye sab se aham or zaruri cheez us ki sahi tashkhees ha is lye men ap se guzarish karun ga keh jinsi problems k lye jali or bazari hakeemon k paas bilkul na jayen warna ap ka pesa bhi barbad hoga or hasil bhi kuch nahi hoga ulta nuqsan hoga. Jali hakeem ki yeh pehchan ha k wo aap se buhat zyada pese mange ga or aap ko buht mayus bhi kare ga. Mardana Kamzori ki shikayat door karne k lye forun hi andha dhund taqatwar dawayen nahi leni chahyen warna aap or mushkilat men phans

Musht Zani Kay Barey Mein Tafseeli Article

Assalamu Alaikum Dosto Umeed hai ap bhi khairiyat say hongay aur main bhi khairiyat say hon.meri is post banay ka maqsad hai kay main aap ko musht zani kay barey main agah karon kay yeh kya cheez hai aur kia yeh achi cheez hai ya buri cheez hai kia yeh karni chahiye ya nahi? ya is kay karne say nuqsan kia hota hai? hum is barey main detail main bat karein gay.  Musht Zani Kia Hai? Musht Zani aik aisa kaam hai jo bilkul na jaiz or ISLAM mein Haram Hai. Aajkal kuch logon ney musht zani ko bilkul faida mund qarar dekar larko ko khuli azadi day rakhi hai kay wo daba kar musht zani kare chunkay main bhi aik larka hon aur mujhe bhi yeh aadat thi lekin mainey is per qabo palia.kuch doctor musht zani ko scientific tareeqay kay zarye drust qarar detay aur america aur europe ki misaal dekar isey jaiz qarar detay hain halan kay aesa kuch nahi hai.musht zani aik haraam amal hai or ye bilkul islam kay khilaf hai so jo bhai bhi ye article parh raha hai os say darkhawst

Na Mardi Ka Elaaj Mardana Kamzori Ka Ilaj Urdu Mein

Namardi Ka Ilaj: Elaj sey pehle ye baat yad rahe ka jawani mein tanau ka masla taqreeban 100% nafsiyati hota hai. Especially agar ap koi adviyat (medicine) use nahi kar rahey hain. Es silsilay mein ap apna la shaour sey bhi puch sakte hain ka apka masla nafsiyati hai yeh medical ya jismani. Agar apko kisi bhi waqt tanau hota hai specialy sleep kartey huey, Subha ka waqt to aapko ko koi jismani beemari nahi bul kay apni na-mardi 100% aap ka zahan ki paidawar hai. Es hawaley sey ap post ki tickets wala test jiska pehla bhi zikar kara ja chukka hai usko bhi use kar sakte hain. Sab say pehla yeh baat zehan sey nikal dain ka ehtelam yeh bachpan ka ghalat kamon maslan mushtzani waghaira na apka jism ko koi nuqsan pohncha hai. Puri duniya mein research sey yeh baat bar bar sabit ho chuki hai ki yeh chezain nuqsan deh nahi. Es masla ka hal ka liye adviyat (medicine) especially hakimon ka totka bilkul bhi istemal na karain. Mustanad adviyat (medicine) maslan waghaira bhi apna tor