Mushtzani Aur Quwat-e-Bah Mardana Kamzori

Mushtzani Aur Quwat-e-Bah Mardana Kamzori Kya Hai?




Mardana Kamzori Discussion Topics:-




Mushtzani karnay say quwaat e bah main kami ajati hay aur jinsi khuwahish main bhi. Mushtzani se  ehtelam ki kasrat hojati hay ya phir juryan hojata hay (yani pishab karnay kay baad ya peshab karnay say pehlay ya dooran main madah nikalta hay).ziada ehtelam aur juryaan say quwaat e bah main kami ajati hay.Jahan tak baat hay mushtzani ki tau is baray main hakeem aur doctors ki raye alag alag hain ,jubkay noorclinic walay tau kehtay hain kay mushtzani kitni bhi karo faraq nahi parhta jo kay bilkul ghalat baat hai insan ki halat kharab ho jati hai mushtzani ki wajah se kamzor or laghar par jata hai insan is haqiqat say inkaar nahi kiya ja sakta kay jo log mazi main mushtzani kartay rahen hain unhi kay sath sarat e inzaal aur ehtelam aur ki kamzori ka masla hota hay.



Masturbation Karna Haram aur Nuqsan Deh Hai :-



Masturbation karna nuqsan day bhi hay or haraam bhi hai. Mushtzani karne wala shaksh apni zindagi apne hatho se barbad kar deta hai ye ek aisi nasha hai jo mard ko mard nahi rehne deta isliye logon ki fazool baton par tawaja mat dain agar aap ne waqai mushtzani ka irada kar rakha hai to pehle mushtzani se hone waly side effects aur nuqsanat padh lain phir aap pori zindagi mushtzani nahi karen ge. Musht Zani Karne Ke Nuqsanat aur Side Effects.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj