Fode Funsi Ka Upchar Phansi Ki Dawai Phora Ka ilaj Phoda Phunsi Ka Gharelu ilaj
Funsi in Eyes Funsi in Head Phoday aur Phunsi Ki Wajah aur ilaj
Fode Funsi Ka Gharelu ilaj Funsi Ki Dawa Foda Funsi Treatment Foda Funsi Meaning in English
|
funsi ka gharelu ilaj |
|
Funsi Ka Gharelu ilaj in Hindi |
|
Phode Ka ilaj in Hindi |
|
Phoda Phunsi Treatment at Home |
Skin Problems Phunsi Ki Wajah aur Uska ilaj Kya Hai?
Phunsi ya phoda skin infection ki waja se hota hai ye humare jism kay kisi bhi hissay ko effect kar sakta hai phunsi nikalne ki khas wajah germs hai ye jaraseem humari body mein enter ho kar kabhi humare face per kabhi neck per aur kabhi shoulders waghera per aik goal phunsi ki shakal bana lete hain jo humare liye bohat takleef deh sabit hoti hai iski wajohat mein diabetes aur acha khana ya khane ka hazam hona bhi shamil hai funsi ko khatam karne ke liye pani ki bhaap lain aur kisi saaf kapde ko garam pani mein dabo kar effected jaga per lagain kabhi bhi phunsi ya fode ko kisi needle ya sui ke sath phunsi k pani ko mat nikalain iski waja se infection zyada ho sakta hai phunsi wali jaga ko din mein 2 ya 3 bar neem garam pani se dhoyen aur kisi ache anti bacterial sabun se wash kar lein.
dear sir/ madam
ReplyDeletegoodmorning.meri choti behan jiski age 13 year h uske hatho me koi problem hai uski ungliyo me nakhuno me ghaw jese ho jaaate hai jisse bhut khujal or dard hota hai please help me
madhu kushwaha i am sorry for late comment kya aap ki behan ab thek ho chuki hai ya abhi tak yahi masla hai? aap muje reply karen taa ke main aapko iska solution bata sakun thanks for your comment here.
DeleteMeri beti 6 saal ki hy os k sar per phody phansi nikal rahi hain on min kharish bhi hoti hy or dard bhi koi ghrelu ilaj hy to batain
DeleteCould not get treatment in Hindi Language for treatment of phode phunsi
ReplyDeletethanks for your comment here did you have tried all above desi methods to cure phode funsi?
Deletemere nose pe hi hamesa ghaw ho ja rha hai ye lagbhag 2 year se ho rha hai dawa kara rahe hai par sahi nahi ho raha hai ye sahi ho raha hai tab tk dusra ho ja raha hai aur kewal nose pe hi ho raha hai kya kre hm plese help me....
ReplyDeleteMere eye me chota as Dana tha ab wo zada hu gya h na injection se thk howa na med se. Ab doctor ne kaha es k andar resha h remove Krna hu ga west thk ni hu ga Kia Kru bht pareshan hu
ReplyDelete