Na Mardi Ka Elaaj Mardana Kamzori Ka Ilaj Urdu Mein

Namardi Ka Ilaj:



Elaj sey pehle ye baat yad rahe ka jawani mein tanau ka masla taqreeban 100% nafsiyati hota hai. Especially agar ap koi adviyat (medicine) use nahi kar rahey hain. Es silsilay mein ap apna la shaour sey bhi puch sakte hain ka apka masla nafsiyati hai yeh medical ya jismani. Agar apko kisi bhi waqt tanau hota hai specialy sleep kartey huey, Subha ka waqt to aapko ko koi jismani beemari nahi bul kay apni na-mardi 100% aap ka zahan ki paidawar hai. Es hawaley sey ap post ki tickets wala test jiska pehla bhi zikar kara ja chukka hai usko bhi use kar sakte hain.




Sab say pehla yeh baat zehan sey nikal dain ka ehtelam yeh bachpan ka ghalat kamon maslan mushtzani waghaira na apka jism ko koi nuqsan pohncha hai. Puri duniya mein research sey yeh baat bar bar sabit ho chuki hai ki yeh chezain nuqsan deh nahi. Es masla ka hal ka liye adviyat (medicine) especially hakimon ka totka bilkul bhi istemal na karain. Mustanad adviyat (medicine) maslan waghaira bhi apna tor per use na karain. Adviyat (medicine) ka zyada arsai tak use khatre se khali nahi. Merai kay client en medicines sey nuqsan utha chukain hain. Kisi bhi big hospital ka kidney ward ka visit karain to aap ko maloom hoga ki waha pa marezoon ki majority aisa nojawano per mushtamil hai jinhone jinsi quwwat ka liye koi adviyat (medicine) especially koi neem hakeemi nuskha istemal kare.


La Shaoor Sey Raabta


Aik bar phir taqeed hai apna jinsi quwwat ko check karne ke liye kabhi zina ka qareeb na jain. Gunah ka elawa essai mohlik bemariyan lag jati hain. Iss ka elawa es koshish mein aksar insan ko nakami hoti hai aur phir insan ko yaqeen ho jata hai ka woh jinsi tor per nakara ho chukka hai halankain woh bilkul fit hota hai.


La Shaour Sey Raabta:

Sab sey pahla ap apna la-shaour sey puchain ka apka masla jismani hai yeh medical yeh nafsiyati. La-shaour sey rabta karna ka liye aik ring ka sath 12 inch lamba thread tie karlain, thread ka end ko thumb aur index finger sey estarhan pakrain ka ring neechey ki taraf lataq rahi ho. Apki elbow table per ho. Yeh pendulum ban jaiga eski basic harqat 2 types ki hai. Right left yeh kareeb aur door. Sab sey pahla ap yes aur no ka esharai maloom karian. Iss ka liye ring ko latkatai huey apnna ap sey aik aisa sawal karain jiska jawab yes mein ho. Phir aik aisa sawal karain jiski jawab no mein ho. Maslan ring per nazar jamatai huey apna ap sey sawal karein ka kiya mein waqt Lahore mein ho (agar ap Lahore mein hain) essi sawal ko bar bar repeat karain hatta ka ring kisi aik direction mein harkat karna lagai. Agar na hilai to sawal ka sath dil mein yes yes kahain aur ring hilnai lagayegi estarhan apko maloom hojaiga ka apka liye apka yes ka la-shaouri eshara kiya hai phir ap apna ap sey aisa sawal karain jiska jawab no mein ho maslan ring ko bilkul still rakhtey howey sawal karain ka kiya mein es waqt


Namardi Kay Elaj Ka Pehla Tariqa




Ice cream kha raha hon (joka ap nahi kah rahain hain) bar bar puchain. Sath hi dil mein no no kahain. Jald hi no ka liye ring move karna lagaigi. Yes aur no ka esharai samaj na ka baad ring ko hang kartey huey apna ap sey sawal karain ka mera masla (maslai ka barai mein sochain) nafsiyati hai? jawab ko 2 times check karain. Mazeed check karna ka liye dusra sawal puchain ka kiya mera masla jismani aur medical hai? Esko bhi 2 times check karain. La-shaour ka jawab 99% durust hota hai.


Namardi Kay Elaj Ka Pehla Tariqa:




Namardi kay elaj kay silsilai mein buniyadi kam aik American Dr. William Master aur us ki biwi Jons nai kiya. Ab enka tareeqa mamoli radobadal kay sath puri duniya mein istemal horaha hai. Es waqt yeh sab sey popular aur kamyab tariqa elaj hai. Ap apnai tor per essai faida utha saktain hain.



Es mushq kay liye 20 sey 30 min rakhain.
Yeh mushq rozana karain.
Yeh mushq ap us waqt karein jab ap bohut pursukoon hon.
Kisi pursukoon jagah neem tareeki mein bister per kapron k baghair ho kar lait jain.



5 5 min tak essi tarah letey rahain.


6. 5 minutes ke baad apna jism per hand pherna shuru kar dain. Massage karain, Thaptha Pain, chutki lain. Ahista ahista mukkai marian, Es mushq mein apne ko hand na lagain aur na hi eski taraf dehan laikar jain. Ap ki sari tawajjuh touch aur feelings per ho jo mushq ka doran mahsos karain. Es mushq ka maqsad tanau nahi. Es mushq mein ap puri dekhi hui blue film ka tasawur bhi soch saktain hain. Yeh bhi tasawur kar saktain hain ka koi pasandeda aurat ap ka jism per hand phair rahi hai. Yeh mushq musalsal 4 days karni hai.


9. Usually 3 weeks mein tanau ana shuru hojata hai. Zyada waqt bhi lag sakta hai iss doran pursokoon rahain. Ajkal yeh masla 100% qabil-e-elaj hai.


11. Mardana quwwat ko check karna ka liye zina na karain.


12. Agar 4 week ki mushq ka baad bhi tanau paeda na ho to phir dusra tareeqa estimal karain warna achai mahir-e-nafsiyat ko milain jo jinsi Masa'el ka mahir bhi ho. Doctors ki tarhan har mahir-e-nafsiyat jinsi Masa'el ka mahir nahi hota.


Na-mardi ka elaj ka adviyat (medicine) kay baghair doosra kamiyab tareeqa eric aid system hai. Yeh system bazaar sey 2000 to 10000 tak mil jata hai. Jis shop sey ap yeh system kharedain gai woh shop keeper apko esko estimal karna ka tareeqa bhi bataiga. Yeh aik bohut hi effective aur safe tareeqa-e-elaj hai.


Exercise 20 to 30 mint tak karain.

Exercise 20 to 30 mint tak karain.
Yeh exercise rozana karain.
Exercise aisa waqt karain jab ap bohut pur sukoon hon. Es doran koi apko disturb na karain. Behter yeh hai ka ap rozana aik hi waqt per exercise karain.
System ki madat sey tanau paeda karain. Jab tanau complete hojai to 5 mints ka baad air kharij karkai tanau ko kam yeh khatam kardain. 1 to 2 mints ka baad phir tanau paeda karain. 5 mint ka baad air kharij kardain. 1 to 2 mint ka baad phir tanau paida karain. 5 mint ka baad air kharij kar dain. Es tarhan yeh exercise 4 times karain.


Yeh exercise apko daily 1 week tak karni hai. Exercise kay doran agar kabhi inzal ho jai to pareshan nahi hona hai, aisa ho jata hai.
8th day system sey tanau paida karne ka baad ki base per rubber ka ring charha dain jis sey tanau khatam nahi hogi. 15 mints ka baad ring utar dain phir dekhain ka tanau kitni dair tak qaim rahta hai. Yeh exercise pura week jari rakhain.


Es exercise mein inzal na ho. Inzal sey pahla ruk jain. Agar kabhi hojai to pareshan na hon. Exercise jari rakhain.

8. Pura week yeh exercise jari rakhein yeh us waqt tak jari rakhain jab tak ap puri tarhan satisfied na ho jain.


10. Mardana quwwat ko check karna ka liye zina nahi karain.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj