Posts

Showing posts with the label na mardi

Na Mardi Ka Elaaj Mardana Kamzori Ka Ilaj Urdu Mein

Namardi Ka Ilaj: Elaj sey pehle ye baat yad rahe ka jawani mein tanau ka masla taqreeban 100% nafsiyati hota hai. Especially agar ap koi adviyat (medicine) use nahi kar rahey hain. Es silsilay mein ap apna la shaour sey bhi puch sakte hain ka apka masla nafsiyati hai yeh medical ya jismani. Agar apko kisi bhi waqt tanau hota hai specialy sleep kartey huey, Subha ka waqt to aapko ko koi jismani beemari nahi bul kay apni na-mardi 100% aap ka zahan ki paidawar hai. Es hawaley sey ap post ki tickets wala test jiska pehla bhi zikar kara ja chukka hai usko bhi use kar sakte hain. Sab say pehla yeh baat zehan sey nikal dain ka ehtelam yeh bachpan ka ghalat kamon maslan mushtzani waghaira na apka jism ko koi nuqsan pohncha hai. Puri duniya mein research sey yeh baat bar bar sabit ho chuki hai ki yeh chezain nuqsan deh nahi. Es masla ka hal ka liye adviyat (medicine) especially hakimon ka totka bilkul bhi istemal na karain. Mustanad adviyat (medicine) maslan waghaira bhi apna tor ...