Sardi Se Bachne Ke Upay Sardi Se Bachne Ka Tarika in Hindi Sardi Se Bachne Ke Totke Sardi Se Chutkara

Sardi Se Bachav Sardi Ke Gharelu Upay in Hindi


Sardi Se Bachne Ke Upay in Hindi

Sardi Se Chutkara Pane Ka Tariqa in Urdu


Mausam tabdeel hote he humare jism mein aab o hawa k lehaz se tabdeeli ana shuru ho jati hai jiski wajah se aksar log effect hote hain dekha gaya hai k sardi ki amad per bache aur bade sab he Nazla Zukam ka shikar ho jate hain aur phir medicine lene ke liye doctors ka rukh karte hain dosto ye sab isliye hota hai kyun ke hum iss fast life aur taiz daudti hui zindagi mein apni sehat ka khayal rakhna bhool jate hain aur phir bemar pad jaate hain.
Aksar log sardiyon ke akhir tak fridge ka thanda pani istemal karte hain jo ke bad mein humare liye nuqsan deh sabit hota hai sardiyon mein khud ko sardi se bachane ke liye garam kapde pehne aur heater ke agay bethne ki bajaye dhoop mein apne jism ko iron ki power dain is tarah aap ka gas ka bill bhi kam ayega aur apko natural care bhi mil jaye gi.

Comments

  1. Sardi ke mosam mein bohat si ehitiayt karni padti hai jaise he sardi ka mosam aata hai to ye bachon ko bohat mutasir karta hai aur bade bhi bemar pad jate hain sardion mein aap kis tarah khud ko mukhtalif tarikon se bacha sakte hain ye janne ke liye visit karen http://healthkitips.com/2016/07/sardi-se-bachne-ke-gharelu-nuskhe-sardi-se-kaise-bache-khansi-nazla-zukam-ka-ilaj-winter-season-care-tips-urdu/

    Health Care Tips In Hindi Urdu

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine