Hair Silky And Shiny At Home Remedy Hair Ko Silky Karne Ke Tips In Hindi Shiny Hair Tips Homemade In Urdu

Hair Shiny Home Remedies Shiny Hair Tips Homemade In Urdu


Homemade Tips For Silky And Shiny Hair In Urdu

Home Tips For Silky Shiny Hair In Hindi

Make Hair Silky And Shiny Naturally Rukhe Balo Ka Ilaj In Hindi Rukhe Balo Ka Ilaj In Urdu




Khawateen ki khoobsoorti mein baal bohat ahmiyat rakhti hain ladkiyon ke Sir Ke Baal Lambe Aur Ghane dekhne mein bahut ache lagte hain. Aaj kal kuch girls baby cutting karwa kar apne aurat hone ki pehchan kho deti hain aurton ke balon ki khobsorti isi mein hai ke Lambe aur Ghane Baal hon baalon mein chamak ho aisi khawateen jinke hair rukhe aur be jaan hain unke liye behtreen nuskha neche bataya ja raha hai.



Baal zyada tar 8 kisam ke hote hain khushk, chikne, Curly Hair , Straight Hair , do munhe, jharte baal aur bikhre baal aur Safaid Baal agar aap ye jaan lain ke aap ke baal in 8 tarha ke baalon mein kis kisam ke hain to samjhe ke aap ka adha masla hal ho gaya hai. Agar aap ke baal dry hain to is ki sab se badi wajah hair dryer ka zyada istemal, hair spray, taiz dhoop mein rehna, namak aur kharay pani se baal dhona jis se baalon mein khushki peda ho jati hai.

How To Make Hair Shiny And Silky At Home In Urdu



  1. khushk balon ko shiny banane ke liye neem garam nariyal ka tail lain aur apni fingertips ko tail mein dabo kar baalon ko phela lain aur unglion se pehle dheere dheere phir thodi tezi ke sath malish karen malish karne ke 2 ghante tak tail baalon mein rehne dain ya phir kisi bhi shikakai shampoo se dho lain.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine