Posts

Showing posts with the label badkari

Aise Log Jo Shaadi Se Pehla Zina Kar Bethain Unko Kya Karna Chahiye Zina Ki Maafi By Tariq Jameel

Image
Asslam-O-Alaikum Bahut se aise log hain jo shaadi se pehla ha galat kari kar lete hain kuch log to jan bojh kar karte ha or bohat he kam aise log ha jin ko itni maloomat nahi hote bahar hall jinn logo se galti ho jaye unko Allah talah se maafi mangni chahiye q k Allah talah nihayat meharban or reham karnay wala ha or gunaho ko bakhshne wala hai. Aaj ka daur mein larkia bohat se larko ki baato mein ah jate ha or wo unko shadi ka wada kar ke paise bhi lete hain or unkay sath ghalat kaam bhi karte hain kahi kahi to aisi larkiya ha jinn ka sath larke pyar ka khel or shaadi ka wada kar kay khoob apni hiss pori kar rahe ha akhir mein natija yeh hota ha k larka bhaag jata ha or koi shadi wadi nahi karte or larkia bewakuf ban jate hain. Mujhe bohat se letters mosal howa ha is hawala se ka larko ny larkio ko bewakuf banaya badkari ki or shaadi bi nahi ki or dhoka de kar chale gaye. Aisy log 1 dafa nahi balkay kai kai mahina tak ghalat kam karte ha or shade ka wada karte rehta...