Posts

Showing posts with the label behtar

Namaz Mein Shifa Hai Namaz Deen Ka Satoon Hai Namaz Bemariyon Se Bachati Hai

Beshak Namaz Mein Shifa Hai Iss hadees say ayaan hota hai kay namaz mein jahan rohani farhat aur itmenaan haasil hota hai wahan iss mein jismani sehat kay raaz bhi muzmir hain iss kay tamaam arkaan ko agar achi tarah aur ba qayedgi sey ada kiya jaye tau jismani bemarion se nijat hasil ho sakti hai tibbi nuqta e nigah sey cholesterol ko yani charbi jo kay sharyano mein tangi peda karti hai namaz ki warzish se wo aietadal par aa jata hai kyun kay ye tibbi usool hai kay hum din mein jitni baar khana khate hain itni hee bar cholesterol ki miqdar humare khoon mein aam satah se buland ho jati hai aur khoon garah ho jata hai. isi garhay pan ka khatma namaz karti hai aur cholesterol ko bari hadd tak kam karne mein muawnat karti hai aik tibbi nuqta zehan mein rakhne ki zaroorat hai kay saath saal ki umar kay baad daura e dil zyada khatarnaak nahi kyun kay umer kay taqaze say jun jun dil ki shariyane tang hona shuru hoti hain Allah Taa'ala ki qudrat sey saath hee nai shariy...

Nashta Behtar Sehat Behtar (Healthy Breakfast) Breakfast Kaise Banaye

Image
Nashta Behtar Sehat Behtar (Healthy Breakfast) Healthy Breakfast Karen Nashte Me Kya Khana Chahiye? Raat ko sone kay baad uthnay par hamare jism ko nashte ki zaroorat hoti hai jub hum sote hain to taqreeban 980 calories kharach hoti hain subah uthne kay bad hum bhook mehsoos karte hain nashte kay bad humare jism mein majood khoon (Blood) ko glucose ki miqdar muhaiya ho jati hai iss endhan ki bhi jis ki humare dimagh ko zaroorat hoti hai isi tarah jub hum neend mein hote hain toh hamara khuliyon (Cells) kay banne ka amal sust par jata hai jub hum subah uthnay per nashta karte hain tau yeh hazam hone kay bad fori tor par is amal ko anjam deta hai. Nashta humare jism ki chuthai (1/4) tawanai ko bahal karne ka sabab banta hai agar hum nashta nahin karte toh aap khud andaza laga lain kay hum iss zaroori tawani ko haasil karne mein nakam hote hain hum apni pehli khurak ko he chor dete hain. Mahreen ka khayal hai kay acha nashta chust rakhne aur behtar din kay aaghaz k...