Posts

Showing posts with the label behtreen khurak

Behtreen Khurak Ka Istemal aur Unkay Fawaid

Image
Hame Kya Khana Chahiye? 1.Protein k hasool kay liye daalen, anaaj, paneer, doodh, matar, aur phal zyada istemal karen, is say apky jism mein phurti peda hogi aur aap ki jismani kamzori door hogi. 2.Chiknai kay liye doodh, makhan, ghee, tail, badam, akhrot, kaju, mong phali, istemal karen, is sey ap kay jism ko garmi aur quwwat hasil hogi. 3.Madaniyat kay liye taza saag, sabziyan, phal, gehu, doodh aur chawal istemal karein, is say hadiyan mazboot hoti hain. 4.Carbohyderates kay liye gehu, makai, jowar, ganna, bajra, aur methay phal ka istemal karen, in say apky jism ko hararat aur quwat milti hai. 5.Calcium zyada tar dodh, taza sabziyon, lassi, paneer, aur dahi mein paya jata hai. Calcium say daant aur hadiyan dono mazbot hote hain is kay elawa apki rangat mein bhi kafi nikhaar ata hai. 6.Vitamins ka khazana gehu, doodh, doodh se bani chezon mein majood hota hai. Vitamins Hamare jism mein quwwat e madafiyat peda karte hain. 7.Iron (Loha) yani folaad haasil ...