Baalon Ko Lamba Mazboot aur Khoobsorat Banane Kay Liye Kaddu Ka Istemal Karen

Baalon Ke Liye Totka Lambay Aur Khoobsurat Baalon Kay Liye Desi Ilaaj (Long Hair)


Balo Ko Ghana Or Lamba Karne Ka Tarika In Hindi




Kaddu aik maqbool aur aam milne wali sabzi hai iska rang bahir say sabaz aur andar se sufaid hota hai ye size mein lamba aur goal bhi hota hai. Ghizaiyat kay aitbaar say eska shumar vitamin bashashat aur tawanai bakhshne wali behtreen sabziyon mein hota hai.



Qudrat ne is may aisay karamati ajzaa paida kar diye hain jo kay dimag ko taqat de kar baalon ko lamba karne mein akseer ka darja rakhte hain. Hamare Aaqa Hazrat Muhammad Mustafa S.A.W.W ko chun kay kaddu bahut pasand tha aur Hadees mein bhi aya hai kay aap S.A.W.W ne farmaya "Kaddu (Lauki) khao ye dimagh ko taqwiyat deta hai ranjheeda dilon ko mazboot karta hai" kaddu na sirf aik ghizaiyat bakhsh ghiza hai balkay mukhtalif amzraaz mein ye ek moasar dawa ka kaam karta hai agar rozana aik chatank kaddu aik chatank shehad ya missri kay sath musalsal chaar mah tak istemal kiya jaye toh aurton kay baal qad se bhi lambe or ghane ho sakte hain.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj