Pregnancy Mein Kya Nahi Khana Chahiye Pregnancy Period Hamal Ke Doran Jo Kuch Maa Khati Hai Kya iska Asar Bachey Par Padta Hai?

Pregnancy Tips for Women's Hamla Aurat Ke Liye Mufeed Health Tips


Pregnancy Mein Hifazat Pregnancy Mein Kya Nahi Khana Chahiye??

Pregnancy Mein Kya Nahi Khana Chahiye

Pregnancy Ke Douran Maa Jo Kuch Khati Hai Kya iska Asar Pait Mein Majood Bache Par Padta Hai?






Pregnant women agar kuch bhi khaye to zarori nahi iska asar maa ke bache par padega haan lekin kuch medicines ka bache per effect zaror hota hai baaz ka kam aur baaz ka zyada kyun ke kuch dawaiyan ziyada taiz aur khatarnaak hoti hain.



Isliye agar mumkin ho to hamla aurat ke liye best yehi hai ke wo zyada medicines use na kare sirf zaroori medicines ka istemal kar sakti hain baaz oqat Vitamins ki goliyan bache ke liye nuqsan deh hoti hain khaas taur per hamal ke ibtadai 3 mah iskay elawa multivitamins or calcium ki tablets pregnant women ko diye ja sakte hain is mein koi harj nahi.

Comments

  1. pineapple kha Sakti hai kya

    ReplyDelete
    Replies
    1. g bilkul kha sakti hain pineapple (anannas) jab ap pregnant ho to kha sakti hain is mein ghizaiyat bhari hoti hai aur fat kam hota hai pineapple mein fiber shamil hota hai jo pregnancy ke doran aam taur par hone wali shikayat qabz yani constipation ko kam karne me help karta hai

      Delete
  2. pineapple nahi khana chahiye garm cheez hai Jo bhi garm chiz nahi khan banana kha kha sakte hai par din me ek ya do send jiyada nahi papaya tu bilkul nahi

    ReplyDelete
  3. 5th month haibor chiken gonia hogya hai injeer kha skte hai kyaa?

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj