How to Protect Oily Skin in Summer How to Protect My Skin from Sun Heating in Hot Summers
Oily Skin Care Routine in Summer Oily Skin Care at Home in Hindi
|
Home Remedies for Oily Skin in Summer |
Oily Skin Care Home Remedies in Hindi Protect Oily Skin from Sun Heating in This Hot Summer
|
Oily Skin Care Tips in Summer in Urdu |
|
Cleansing Tips for Oily Skin in Urdu |
Tips for Oily Skin Care in Summer in Hindi Oily Skin Beauty Tips in Urdu
Garmio ke mosam mein taiz hawa aur dhoop insan jild kay liye bohat nuqsan deh hoti hai aur khas taur per chikni jild wali khawateen to iss say bohat zyada mutasir hoti hain. Oily Skin wali khawateen ki jild mein chiknai wale masaam hote hain khas taur per naak aur peshani per ye masaam zyada active hote hain jab dhoop parti hai to massam khol jate hain aur in say chiknai chehre per aa jati hai jo na sirf dekhne mein buri lagti hai bal kay is say jild ki rangat bhi siyah hona shuru ho jati hai. Oily skin wali khawateen ko garmion ke mosam mein apni jild ka ksas khyal rakhna chahiye. Oily skin kay liye din mein 5 bar kisi ache face wash se chehre ko wash karen or bahir zyada mat niklain agar jana zarori ho to sun glasese laga kar jain is say aap ki ankhon mein jalan bhi nahin hogi aur apki eye safe bhi rahen gi.
Comments
Post a Comment