Rozay Mein Biwi Ko Kiss Karna Roza Kin Cheezon Se Toot Jata Hai Roze Ki Halat Mein Biwi Se Humbistari Roza Aur Mian Biwi In Urdu Roze Ki Halat Mein Mubashrat Karna

Roze Ki Halat Mein Kiss Karna Roze Ki Halat Mein Biwi Ko Touch Karna Roza Todne Wale Ammor Does My Fast Break If I Ejaculate?


Roza aur Uske Masail In Urdu

Roze Ki Halat Mein Biwi Se Sohbat Roze Ki Halat Mein Mubashrat In Urdu 



Ramzan Mein Roze Ki Halat Mein Ehtiyat

Roze Ki Halat Mein Biwi Ko Chumna Roze Ki Halat Mein Biwi Ke Paas Jana 


Rozay Mein Biwi Ko Pyar Karna

Roza Kin Cheezon Se Toot Jata Hai?


Ramzan Mein Rozay Ka Ehtram Karna

Roze Ki Halat Mein Biwi Se Milna Roze Me Biwi Ka Bosa Lena Roze Ki Halat Mein Biwi Se Pyaar




Humbistari: Biwi se humbistari se na sirf roza toot jay ga balke is ki qaza ke sath sath kaffarah bhi ada karna paray ga. Aur wo kaffarah aik din garden azad karna ya matwatar do mah ke rozy  rakhna ya sath masakeen ko khana khilana hai.[Bukhari]


Roze Ki Halat Main Mani Ka Nikalna


Akhraje Mani: Agar roza dar ikhtiyari toor per mani kharj kar de tu us ka roza toot jata hai. Chahy mani ka akhraj mubashrat, boos o kinar, lams ya degar kisi tariqy se ho.
     

Roze Ki Halat Mein Ehtelam Hona


Agar sote huye mehez tafaqar ya be ikhtiyaar mein mani kharj ho jay tuo roza nahi tootta kyn ke Nabi (PBUH) ne farmaya: faqat khayalat aur tafakar par mokhaza nahi hota yaha tak ke wo is par amal kare. [Mutafiq Aleh]

Rozay Ki Halat Mein Bhool Kar Pani Pee Lena Ya Koi Cheez Kha Lena 


Umdah Khana Pena: Jan bojh kar koi cheez khana ya peene se roza toot jata hai . Yani wo khorak jo pait mein pohanch jay, chahe muh ke raste se naak ke raste pohanchy. Kyn ke Allah Tala ka farman hai: Aur fajar ke waqt jab tak safeed dhari seyah dhari se wazeya na ho jay , khao piyo phir raat tak roza ko mukamal karo. [Al Baqarah]


Bhool kar khany peene se roza nahi tootta, kyun ke Nabi Kareem(PBUH) ne farmaya ke jis ne roza ki halat mein bhool kar kha pi liya usay chahiye ke apna roza pora kary usy Allah Tallah ne khilaya pilaya hai. [Bukhari]

Roze Ki Halat Mein Injection


Taqat ka teeka lagwane se roza toot jay ga. [Fatwa Ibn Asimeen ]

Roze Ki Halat Me Haiz Roze Ki Halat Me Periods Rozay Mein Khoon Nikalna





Haiz Aur Nafs ke khoon ka akhraj: Haiz aur nafas ke khoon ke akhraj se bhi roza toot jata hai jis tarah pehle hadees guzar chuki hai.

Roza Dar Ke Liye Jaiz Amor

Roze Ki Halat Mein Surma Lagana


1. Aankhon Mein Dawa Dhalna Ya Surma Lagana: Abu Daood mein majood rawayat jis se ye matlab akhaz kiya jata hai ke roza dar ko surma lagana mana hai, zaeef hai. Is ke mutaliq Yahya Bin Maeen farmate hai: Ye munkar hadith hai.
2. Miswak Karna: Hazrat Amir Bin Rabi'a farmaty hain ke kai bar Nabi Kareem (PBUH) ko dekha ke wo roza ki halat mein miswak karty thy. [Bukhari Ma Ul Fatiha]
3. Halat E Janabat Mein Sehri: Halat e janabat mein insan sehri kha sakta hai, is ke bad wo ghusal kare. [Tirmizi]
4. Boos O Kinar: Jis admi ko apny nafs par mukamal control ho aur is ko had se guzarne ka khatra na ho tuo wo apni biwi se boos o kinar kar sakta hai. [Bukhari]
5. Nahana ya Sar Par Pani Dhalna: Roza dar ke liye ghusl karna jaiz hai. [Bukhari]
        Ramzan ke istaqbal ke liye aik ya do din pehly roza nahi rakhna chahiye. [Tirmizi]

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj