Rozay Mein Biwi Ko Kiss Karna Roza Kin Cheezon Se Toot Jata Hai Roze Ki Halat Mein Biwi Se Humbistari Roza Aur Mian Biwi In Urdu Roze Ki Halat Mein Mubashrat Karna
Roze Ki Halat Mein Kiss Karna Roze Ki Halat Mein
Biwi Ko Touch Karna Roza Todne Wale Ammor Does My Fast Break If I Ejaculate?
Ramzan Mein Rozay Ka Ehtram Karna |
Roze Ki Halat Mein Biwi Se Milna Roze Me Biwi Ka Bosa Lena Roze Ki Halat Mein Biwi Se Pyaar
Humbistari: Biwi se humbistari se na sirf roza toot jay ga balke is ki qaza ke sath sath kaffarah bhi ada karna paray ga. Aur wo kaffarah aik din garden azad karna ya matwatar do mah ke rozy rakhna ya sath masakeen ko khana khilana hai.[Bukhari]
Roze Ki Halat Main Mani Ka Nikalna
Roze Ki Halat Mein Ehtelam Hona
Agar sote huye mehez tafaqar ya be ikhtiyaar mein mani kharj ho jay tuo roza nahi tootta kyn ke Nabi (PBUH) ne farmaya: faqat khayalat aur tafakar par mokhaza nahi hota yaha tak ke wo is par amal kare. [Mutafiq Aleh]
Rozay Ki Halat Mein Bhool Kar Pani Pee Lena Ya Koi Cheez Kha Lena
Umdah Khana Pena: Jan bojh kar koi cheez khana ya peene se roza toot jata hai . Yani wo khorak jo pait mein pohanch jay, chahe muh ke raste se naak ke raste pohanchy. Kyn ke Allah Tala ka farman hai: Aur fajar ke waqt jab tak safeed dhari seyah dhari se wazeya na ho jay , khao piyo phir raat tak roza ko mukamal karo. [Al Baqarah]
Bhool kar khany peene se roza nahi tootta, kyun ke Nabi Kareem(PBUH) ne farmaya ke jis ne roza ki halat mein bhool kar kha pi liya usay chahiye ke apna roza pora kary usy Allah Tallah ne khilaya pilaya hai. [Bukhari]
Roze Ki Halat Mein Injection
Taqat ka teeka lagwane se roza toot jay ga. [Fatwa Ibn Asimeen ]
Roze Ki Halat Me Haiz Roze Ki Halat Me Periods Rozay Mein Khoon Nikalna
Haiz Aur Nafs ke khoon ka akhraj: Haiz aur nafas ke khoon ke akhraj se bhi roza toot jata hai jis tarah pehle hadees guzar chuki hai.
Roza Dar Ke Liye Jaiz Amor
Roze Ki Halat Mein Surma Lagana
2. Miswak Karna: Hazrat Amir Bin Rabi'a farmaty hain ke kai bar Nabi Kareem (PBUH) ko dekha ke wo roza ki halat mein miswak karty thy. [Bukhari Ma Ul Fatiha]
3. Halat E Janabat Mein Sehri: Halat e janabat mein insan sehri kha sakta hai, is ke bad wo ghusal kare. [Tirmizi]
4. Boos O Kinar: Jis admi ko apny nafs par mukamal control ho aur is ko had se guzarne ka khatra na ho tuo wo apni biwi se boos o kinar kar sakta hai. [Bukhari]
5. Nahana ya Sar Par Pani Dhalna: Roza dar ke liye ghusl karna jaiz hai. [Bukhari]
Ramzan ke istaqbal ke liye aik ya do din pehly roza nahi rakhna chahiye. [Tirmizi]
Comments
Post a Comment