How To Get Rid Of Flies In The House In Urdu Makhi Ko Kaise Bhagaye Makhiya Bhagane Ke Tarike Makkhi Bhagane Ke Upay In Hindi

How To Get Rid Of Flies At Home During Monsoon How To Get Rid Of Flies In The House In Urdu


How To Get Rid Of Flies In Your House Home Remedies

Makhiyon Ko Bhagane Ke Tarike

Makhi Se Nijat Makhiyon Se Chutkara Kaise Paye

Get Rid Of Flies Home Remedies How To Stop Flies Coming Into My House





Gharon mein koi na koi masla pesh aata rehta hai kabhi makhiyan pareshan karti hain to kabhi Bed Ke Khatmal peecha nahin chodte Summer Season ho ya winter Makhiyan humari zindagi mein hamein bahut pareshan karti hain kabhi yeh kitchen mein har waqt par marti rehti hain aur kabhi humare ghar ke khule sehan mein bohat zyada tadad mein jaga jaga beth jati hain. Makhi se har gharelu aurat pareshan rehti hai aisa sirf wahi aurat sochti hai jo apni family ko lekar bahut fikar mand hoti hai warna aksar khawateen is mamlay mein bohat la parwah rehti hain. Bohat si aisi ladies hain jinhon ne ghar mein khud to kaam nahin karne hote lekin ghar mein nokrani rakhi hoti hai kaam wali se sab kuch karwati hain jis ki wajah se kam wali aap ke ghar ki us tarah safai nahin rakh paati jis tarah aap ko rakhni chahiye.



Aur agar aap yehi chahti hai ke aap ke ghar ya sehan mein ye khane wali chezon par koi makhi na bethe taa kay bache bimar na hoon to phir aap ko khud ghar ke kaam shauq se karne chaiye kyunki ghar me makhi ki wajah se aap ke chote bache bemar bhi pad jate hain is matter ko ap easy na lain Makhiyan khane wali chezon par bhi bethti hain aur gandgi par bhi bethti hain kyun ki bohat si bimariyan gandagi ki wajah se aur achi tarah safai na rakhne ki wajah se phelti hain isliye apko chahiye aur koshish karen ke fazoliyat ko chod kar ghar ki taraf bhi dhyan dain. Makhion se nijat pane ka ek tarika upar picture mein dikhaya gaya jis ko try karne ka asan tarika ye hai ke aap ek plastic ki bottel lain uss mein meetha pani ya thode se shehad mein pani mix karen or jahan par zyada makhiyan aap ko tang kar rahi hain wahan botal ke munh par kaghaz ko gol shakal mein fit kar dain jesa ke upar 2 number tasveer mein dikhaya gaya hai jab sari makhiyan andar chali jayen to bottel ko ghar se dor kisi bhi jagah par ja kar kaghaz bahir nikal dain makhiyan farar ho jaen gi. Iske elawa kuch eham Tips bhi follow karen jo neeche batai ja rahi hain.

Makhi Se Nijat Makhi Ko Bhagane Ka Tarika In Hindi


Makhiyon se chutkara pane ke liye aap ko chand baton ka khayal rakhna hoga.

  1. Apne ghar par kabhi gandgi mat rehne dain aur safai ka khyal rakhen.
  2. Ek Tarika upar picture mein bhi dikhaya gaya hai usko try karen.
  3. Saaf jagah par bohat kam makhi hoti hai isliye safai suthrai ka khyal rakhen
  4. Agar koi khane wali cheez khuli padi hui hai to usko hamesha dhanp kar rakhen
  5. Kabhi bhi meethi cheezon aur fruits ke chilkon direct basket mein na phenken kisi shopper mein band kar rakhen taa ke makhi ya koi keera un par na beth sake.
  6. Apne kitchen ki safai ka khaas khyal rakhen aur bachon ko kitchen ganda na karne dain.
  7. Mint ka yani pudine ka poda gharon mein lagaye ye makhiyon ko bhagta hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj