Summer Safety Health Care Tips In Hindi Garmi Se Kaise Bache Garmi Se Bachne Ke Upay Hindi Me Loo Se Bachne Ke Upay In Hindi
Summer Skin Care Tips Home Remedies In Hindi
Garmi Se Bachao Garmi Se Bachne Ka Tarika Garmi Se Bachne Ke Nuskhe In Urdu
Garmi Se Bachne Ke Gharelu Nuskhe In Urdu Language
|
Summer Se Bachne Ke Upay Dhoop Se Bachne Ke
Tips Dhoop Se Bachne Ke Liye Dhoop Se Bachne Ke Tips In Hindi
Special Care For Babies In Summer
|
Garmi Me Skin Care In
Hindi Garmi Me Face Care In Urdu Garmi Me Jild Ki Hifazat
Oily Face Care Tips For Summer Loo Se Bachne
Ke Upay Garmi Se Bachne Ke Nuskhe In Hindi
Garmion ki amad amad hai aur garmi ke is mausam mein insani jism mein bhi bohat si tabdiliyan aati hain misal ke taur per garmion mein apke jism ko thanda pani, thandi hawa, thanda mausam, thanda mahol, aur jitni bhi garam chezen hain unse bachne ki zaroorat hoti hai abhi mein kal he ek khabar pad raha tha ke India mein garmi ki shadeed lehar ki waja se 100 log mar gaye hain garmi se insan aur heewan dono buri tarah se mutasir hote hai jaanwar to na samjh hote hain apni care khud nahin kar sakte lekin insan ko Allah Ta'ala ne aqal di hai shaur diya hai jisay istemal karke aap khud ko garmion ki tapti hui dhoop se bacha sakte hain aur animals ki care bhi karni chahiye wo khud to bol nahi sakte lekin hume chahiye apne sath sath unka bhi khayal rakhen apni chat per kisi bhi chote se bartan mein parindon ke liye pani bhar kar rakhe taki wo bhi apni pyass bhuja saken.
Related Post : Paseene Ki Badbu Se Bachne Ke Tarike Paseena Kyon Aata Hai?
Khair chalte hain topic ki taraf to baat ho rahi thi k summer season mein khud ko garmi se kaise bachaya jaye iske liye aap sakht garmi mein apne ghar se bahir kam nikle sirf bohat zarori kaam ki bina per he bahir jaye ya srf shaam ke waqt jab soraj aag barsana band kar deta hai aur mausam thanda ho jata hai us waqt ap apne doston ke sath bahir khelen ya ghomne ja sakte hain face ki care karne ke liye apne chehre par fazool creams lagane ki bajaye pani se dhona zyada behtar hai jab bhi aap ko garmi feel ho water se apna face dho lain aur boys garmiyon mein aksar caps ka sahara lete hain sir per cap pehan kar dhoop se bacha to ja sakta hai lekin chehre ki hifazat nahi ki ja sakti jobs karne wale person or cycling and motorcycle use karne wale log helmet pehne ye aap ke liye wese bhi faida mand hai aur garmiyon mein sir ko sakht dhup se bachata hai

Garmi Se Bachne
Ke Tarike Garmi Me Kya Khaye Garmi Se Bachne Ke Tips In Urdu Garmi Se
Bachne Ke Tips In Hindi
What To Eat In Summer Season In India
|
Garmi ki shiddat mein aap jab bhi ghar wapis aate hain to foran apne face, sir ya paon ka na doyen kyunki us waqt aap ko paseena aya hota hai aur aap ki body ke massam khule hote hain jiski waja se ap bemar pad sakte hain apne paseene ko khushk karke taqreeban 5 se 10 minute ke bad aap fresh ho sakte hain. Garmi se bachne ke liye koshish karen ke aap bareek kapde pehne lekin itne bareek nahin ke apka jism nazar ana shuru ho jaye bas halke phulke kapde hoon jese cotton waghera iske elawa garmi dur bhagne ke liye zyada se zyada saaf pani piyen garmi ko kam karne ke liye behtreen drink shikanjabeen hai jisay aam zuban mein lemon pani bhi kehte hain mene pori koshish ki hai k chote bachon ki care ke liye bhi tips likhon aapke chote bache jo school jate hain unko khane ke tifon ke sath ek botal pani ki bhar kar dein aur fresh juice bhi saath mein rakhen take bache ko jab garmi feel ho wo asan se apni pyas ko bujha saky. Badon ke liye bhi best hai ke wo fresh fruits khaya karen aur inko blend karke inka juice piyen khas taur par tarbooz aur anar ka juice garmi ke bohat faide mand hota hai. Milkshake bhi pee sakte hain aise summer season mein aise bahut se fruits hain jinko daily routine mein khane se aap ki body mein garmi ki shiddat bohat kam ho jati hai agar aap ko ye post achi lagi hai to is blog ko google+ per recommend karna aur is post ko apne doston ke sath share karna na bholen aur agar koi tip mujhse miss ho gayi ho to comment box mein ap apni taraf se koi bhi tip add kar sakte hain Happy Summer Season.
Comments
Post a Comment