Pairon Mein Jalan Pair Me Jalan Excessive Sweating In Hands And Feet Treatment Pasina Rokne Ka Tarika Pasine Se Chutkara In Hindi
How to Stop Sweating in Hands and Feet Excessive Sweating of Hands and Feet Home Remedies Pasina Rokne Ke Upay In Hindi
How To Cure Sweaty Hands And Feet Naturally Pasina Kam Karne Ka ilaj
How Do I Stop Sweaty Hands How To Stop Hand Sweating Naturally Sweaty Hands And Feet Natural Remedies
Pasina Kyun Aata Hai |
Pasina Kam Karne Ka ilaj |
Garmi Mein Paseene Ki Badbu aur Paseene Se Chutkara Pana
Home Remedy For Sweaty Hands Feet Smell How To Get Rid Of It
Paseena insani jism ka aik qudarti amal hai iski madad se apna androni darja hararat beqaraar rehta hai paseene ke doran jism se fazool maday humari jild ke zariye jism se nikal jate hain. Paseene ko nafsiyati tarike se bhi control kiya ja sakta hai misaal ke taur per apke ghar aur kaam ki jaga ka mahol khushgawar aur pur aman ho to stress se bacha ja sakta hai iski madad se paseene ko kafi had tak roka ja sakta hai.
Insani jism mein qudrati taur per pasine ko control karne ke liye nerve hote hain jo chemical transmitter per depended hote hain inko Acetylcholine kehte hain jo ke ek molecule hai aur never ke fiber k akhri siray per peda hota hai. Jab humain zyada paseena aa raha hota hai ya jin logon ko bohat zyada pasine ka masla hota hai to in mein Acetylcholine ka problem hota hai wo apna kaam sahi nahi kar rahe hote hain ya phir paseena nikalne ki jaga se mukamal taur per dead ho chuke hote hain.
Related Post : Garmi Se Bachne Ke Tarike Summer Health Tips
Paseene ki badbu se bachne ke liye Deodorant bhi use kiya jata hai kyunki iske andar Aluminum chloride or aluminum chlorohydrate hota hai jo jism mein majood paseene ke ghadood ko rokta hai. Deodorant aam taur per paseene ki badbu ko rokne ke liye istemal kiya jata hai jo ke sirf 1 ghante tak kaam karta hai. Iske elawa Botox jo ke asal mein jhuriyon ka khatma karne ke liye istemal kiya jata hai ye paseene ko rokne mein bhi help karta hai.
Paseena insani jism ka aik qudarti amal hai iski madad se apna androni darja hararat beqaraar rehta hai paseene ke doran jism se fazool maday humari jild ke zariye jism se nikal jate hain. Paseene ko nafsiyati tarike se bhi control kiya ja sakta hai misaal ke taur per apke ghar aur kaam ki jaga ka mahol khushgawar aur pur aman ho to stress se bacha ja sakta hai iski madad se paseene ko kafi had tak roka ja sakta hai.
Comments
Post a Comment