Dry Fruits Ke Faide In Urdu Dry Fruit Ke Gun In Hindi All Dry Fruits Benefits In Urdu
Akhrot Dry Fruit Benefits In Hindi Dry Fruits Benefits For Health In Urdu Dry Fruits Health Benefits in Urdu/Hindi Chilgoza Dry Fruit Benefits In Hindi Anjeer Dry Fruit Benefits In Hindi Badam Pista Akhrot Aur Mongphali Kay Faiday Sardi ka mosam shuru hote he dry fruit ki shops saj jati hain mehngai kay bawajood log inhen kharidte hain pista to quwwat e khareed sey bahir hai aur chilghoza bhi bohat mehnga milta hai. Lekin aaj hum aap ko batanay ja rahe hain kay in mughziat kay kya kya faida hain aur ye kitni miqdar mein khanye chahiye. Har mosam ki apni soghat hai aur sardi ka mosam to inkay baghair pheka lagta hai ye jism ko garmaish dete hain lekin inko zyada miqdar mein nahin khana chahiye. America mein mughziat kay baray mein bohat sari researches ki jati rahin hain hamaray tabeeb muthi bhar chilay huay chilgoza taqat aur tawanai kay liye behtreen dawa aur ghiza mante thy. Aaj kay daur mein kaha ja raha hai kay maghziayat koi bhi hoon wo sehat kay liye m...