Posts

Showing posts with the label Mouth Blisters

Mun K Chalay Ka Ilaj In Urdu Mouth Sores Treatment In Urdu Muh Mein Chale Ka Totka

Image
Mouth Kay Chalon Ka ilaj At Home In Urdu Mouth Blisters Treatment In Urdu Muh Ke Chalo Ka Totka Jab aap kisi masalay dar cheez ko munh mein dalen aur maloom ho kay mun to koi zakham ho chuka hai jis kay liye wo niwala bohat takleef deh sabit hota hai ya danton par brush karte hue kisi zakham par brush takra jaye to ye bhi bohat takleef deta hai. Agar mun mein chote safed nishan gulabi satah par ubhar aya hai to mun mein chalay ya zakham ki nishani hai. Ye chalay chote aur tang zakham hote hain jo mun kay naram tissues mein bante hain jo aap kay gaal mosorohon aur zuban mun kay kisi hissay bhi bhi ho sakte hain. Khaas taur par jab koi mirch masala khaya jaye balkay aksar pani peena bhi aziyat ka bais banta hai. Abhi ye baat to wazeh nahi kay in chaalon kay ubhar aany ki asal wajah kya hai lekin kuch cheeozn kay baray mein khayal hai kay wo muh kay andar chalon ki wajah bante hain. Mayo Clinic kay mutabiq taqat sey brush karna, masaly dar ya tezabi ghizayen, har...