Peppermint Tea Health Benefits Skin Mint For
Glowing Skin Pudina Ke Gun In Hindi Pudina Ka Pani Ke Faide In Urdu
|
Benefits Of Peppermint Oil On
Face Pudine Ki Gun
|
Peppermint Benefits For Skin Pudina Ka Pani For
Skin In Urdu Pudina Ka Pani Ke Fayde
|
Pudina Skin Care Pudina For Skin In
Urdu
|
Blood Clean
Tips In Hindi Khoon Saaf Karne Ka Totka Pudina:-
Janoobi hind mein taaza mehakte Pudine ke bane hue haar dulha dulhan ke liye khaas tor par tayyar kiye jaate hain. ya Iske saath motiya, gulaab ke phool bhi lagaye jaate hain.Is haar ki khusboo taazgi bakhsh hoti hai. Japan mein bhi khawateen Iske haar pehna karti thi. Pudine mein taazgi ke elawa jaraseem ko khatm karne ki salahiyat bhi hoti hain. Pudine se
Face Glow karta hai aur
Blood Clean bhi hota hai. Iska lape thundak pochata hai,jis se jild nikharti aur tar o taza ho jaati hai.Iski chatni ya chai (tea) ka istemaal maida par khushgawar asraat morattab karta hai aur khoon bhi saaf hota hai. Iss maqsad ke liye ise pani mein bhigo kar bartan ko jaali se dhanp kar raat ke waqt aasman ke neeche rakh kar subah paani chaan (filter) kar ke peena chahiye.
Comments
Post a Comment