How To Do Skin Whitening Facial At Home In Urdu Rang Gora Karne Wala Formula Skin Lightening Facial Homemade

Rang Gora Karne Ka Formula In Urdu Skin White Karne Ka Tarika In Urdu



Face Ka Rang Gora Karne Ke Tips In Hindi
Skin Whitening Facial With Facial Products In Urdu

White Face Facial Beauty Tips In Hindi  Rang Ko Gora Karne Ka Tarika In Hindi 



Skin White Tips In Urdu Language

Chehre Ko Nikharne Ka Tarika

Rang Gora Karne Wali Cream Ka Formula In Urdu Skin White Formula In Pakistan





White ek aisa color hai jo kisi ko shayad dekhne mein acha na lagta ho because mostly boys ko black color pasand hota hai aur girls ka favourite color mostly pink hota hai lekin agar kisi insan ki skin mein gora rang ho to wo hamein bohat acha lagta hai yehi haal hamari society ka hai humare haan kalay rang wale insan ko buri nazar se dekha jata hai jab ke ye bahut galat baat hai Islamic point of view se Allah Taala ke nazdeek insan sirf wohi alaw or bartar hai jo Parhizgari aur Taqwa ki bunyad per afzal hai lekin hum log apne deen ko bhool gaye hain isliye har koi apni khwahish par chalta hai.


Ab agar koi ladki ya ladka apna rang gora karne ki koshish karta hai to aksar auqaat uska zor sirf chehre per he hota hai Hath aur Paon Ko Gora Karna ki taraf koi tawaja nahin deta lekin agar koi aapke hands ya feet par nazar dalay to wo samjh jata hai ke aap ne sirf creams ka sahara lekar apni skin ka color white kiya hai. rang gora karne ke liye sab se pehle aapko chand cheeze read karni hogi jo aap motay alfaz mein link per click kar ke read kar sakte hain Chehre Ko Androni Taur Par Saaf Karne Ka Formula aur Face Ke Danay Daag Dhabe Dur Karne Ki Tips iske elawa Skin Ko White Karne Ke Liye Beauty Tips aur Chehre Ka Rang Gora Banane Ke Liye Natural Tricks & Tips use karen Chehre Ko Chamakne aur Face Per Glow Lane Ka Tarika parehen. Agar ye sab kuch use karne ke baad bhi aap ka rang white nahi to phir aap ko Skin Whitening Facial use karna chahiye. 

Note:- Isko use karne ke baad jo bhi reactions hoon uski zimdari mujh per aayed nahin hoti.

Skin Whitening Facial In Urdu/Hindi
  1. Sab se pehle achay se cleaner se 5 minute cleansing karen ab sponge ki madad se saaf kar lain.
  2. Cleansing karne ke doran bar bar apne hathon per pani lagain.
  3. Ab apricot scrub ki madad se scrubbing karen gardan se shuru karen aur opar ki taraf massage karna shuru karein jab pore chehre per achi tarah scrub kar lain to sponge se clean kar lain.
  4. Agar Blackheads ya Whiteheads to phir scrub ko mat utaren balke isay steam kar lain.
  5. Phir tissue ya black head remover applicator se tamam blackheads nikal dain ab sponge se chehra saaf kar lain.
  6. Ab achay se toner se skin toning karen.
  7. Ab iske bad cucumber cream se massage karen. Cream ko mat utaren balke iske upar he mask laga lain.
  8. Akhir mein mask lagain sab se behtreen mask mud mask hai.
  9. Mud mask banane ka tarika
  10. Sab se pehle Dry Mask lain iss mein anday ki zardi aur doodh daal kar achi tarah mix karen ab ye mask apne chehre par lagain jab khushk ho jaye to ragar kar utar lain aur akhir mein thanday pani se munh dho lain.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj