(White) Aur Zard (Yellow) Rung Ka Peeshab Beemari ?


Urine Color Changes-Peshab Kay Rung Mein Tabdeeli


Peshab ka yellow yeh water ki tarhan hona had tak seasonal changes per munhasir hai. Sakht garmi ka doran jab pasena zyada kharij hota hai to peshab ki miqdar kam aur rang yellow hojata hai. Sardi ka mosam mein pasena kam kharij hona ki wajha sey peshab halka yellow colour yeh water jaisa hota hai.



Peshab ka colour mein tabdeli es per munhasir hai ka water kis qader piya. Water ka kam yeh zyada peeney ki wajah sey bhi peshab ka colour yellow ya colour less ho sakta hai. Iss kay elawa baaz adviyat (medicine) kay istemal ki wajha sey bhi peshab ka colour change hojata hai. Yeh sab kuch normal hai koi beemari nahi.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj