Zaitoon Joron Kay Dard Ko Khatam Karne Kay Liye Aala Tareen Phal Olive Oil for Joints Pain
Zaitoon Joron Kay Dard Ko Khatam Karne Kay Liye Bohat He Aala Tareen Phal Saabit Hua Hai
Joron Ka Dard aur Zaitoon Ke Tail Ka Istemal
Iss ki sab say bari
market khaleej hai jis mein saudi arab, bahrain, matehda arab amarat waghera
shaamil hain. Qareeb qareeb pandrah (15) sau saal pehle baluchistan say bhi
zaitoon ki kaasht kar kay iss kay tail ko dabbon mein pack kar kay baramad karna
shuru kiya gaya magar iss ki kasht intehai kam miqdar mein hai zaitoon ka phal
ghizaiyat say bharpoor hai. Apne zaiqay ki waja say batoor e phal zayada
marghoob o maqbool nahi hai magar kaasht kay ilaaqon mein is ka achaar baray
shauq se khaya jata hai.
Apne baish baha fawaid aur khususiat ki waja say ye tail baadshaho aur
farma rawaon kay istemal mein raha hai.
Search Terms:
zaitoon ka tail urdu
zaitoon ka darakht
zaitoon ka tail kay faide
zaitoon ka oil
Comments
Post a Comment