AYURVEDIC MEDICINE: Asav / Arista ; आसव / अरिस्ट Ayurveda in Hindi and Urdu SARASWATARISHTA English translation; This medicine is used in all mental disorders both Psychosomatic and Somatopsychic. Any Brain anomalies is covered by this drug. Mental disorders like loss of memory, mania of all kinds, problems arises by Brain pathophysiology etc. Yah arishta Mastishka sambandhi sabhi bimariyon mein upyog mein aata hai, jinaki yaddashta kamjor ho gayi hai, jinako naam , pata, kaam tak bhul jane ki bimari hai, jo padhane wale vidyarthi hain , jinako Psychological ya Psychosomatic bimari ho gayi ho, jinhe raat mein nind na aati ho, jo bhay, tanav itaydi se pareshan hain, ve isaka sevan kar sakatey hai Tatparya yah hai ki, yadi kisi ko mashtishk se sambandhit vikar hon, chahe vah Alzheimer’s disease ke syndromes hon, chahe vah Senile Dementia ke syndromes hon , yah aushadhi sabhi mashtishk vikaron mein prayog ki jati hai Ise din mein do baar 15 se 30 ml barabar pani...