Health Insurance Kya Hai? Kya Insurance Islam Mein Halal Hai Ya Haraam Hai? Insurance in The Light of Quran O Hadess

Insurance Kay Mutaliq Malomat Jo Aap Kay Liye Jananna Bohat Zaroori Hai

Insurance Na Jaiz Hai Ya Jaiz? Insurance Kay Kya Nuqsanat Hain?
Insurance Kya Hai Kya Insurance Jaiz Hai

Insurance Halaal Cheez Hai Ya Haram According To Islam



Insurance aik aisi beemari ka naam hai jo aap ko andar he andar say khokhla kar deti hai health insurance log is liye karwate hain kay woh agar khuda na khasta is dunya se chale jate hain toh unke marne kay baad jo raqam marne wale ney apne naam ki karwai thi us ki sari raqam uske ghar walo ya jo bhi wali waris ho usko mil jati hai.

Kya Deen E Islam Insurance Health Insurance Ya Phr Life Insurance Ki Ijazat Deta Hai?


Insurance Kay mutaliq Islam mein jo baten batai gai hain wo darj zail hai.



Insurance mein ek amount ko fix kar diya jata hai ke agar fala banda itni dair tak zinda rehta hai to isko adaa ki hui installments wapis mil jayengi aur agar ye band faut ho gaya to phir iske waali waris biwi bachon ko Insurance se hasil hone wali jo installments husband ne jama karwai thi wo waqt ke sath sath interest yani sood ikatha hota rehta hai jo baad mein Sood ki raqam milegi kyunki insurance companies bhi same bank ki tarha kaam karti hain. Jis tarha bank mein nokri karna haraam hai isi tarha insurance karna ya karwana bhi najaiz hai. Quran e Pak mein Allah Taala ne wazeh taur par hukam diya hai.

(یٰۤاَیُّہَا الَّذِیۡنَ اٰمَنُوا اتَّقُوا اللّٰہَ وَ ذَرُوۡا مَا بَقِیَ مِنَ الرِّبٰۤوا اِنۡ کُنۡتُمۡ مُّؤۡمِنِیۡنَ (۲۷۸
مومنو! خدا سے ڈرو اور اگر ایمان رکھتے ہو تو جتنا سود باقی رہ گیا ہے اس کو چھوڑ دو

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj