Hichki Ka Gharelu ilaj in Hindi Hichki Rokne Ke Upay Hichki Rokne Ke Gharelu Nuskhe How to Stop Continuous Hichki

Hichki Treatment in Hindi Hichkiyan Kyun Aati Hai?


Hichki Ka Upchar in Hindi Hichki Ka ilaj in Urdu Hichki Ka Totka

Hicki Ko Rokne Ka Tareka Hichki Khatam Karne Ke Gharelu Nuskhe


Hichki ka bandh jana ya hichki lagna ye aisi sorat e haal hai jab insan saans lene ki koshish karta hai to uski saans galay mein atak jati hai aur wo phir haklane lagta hai hichki ko rokne ke liye gharelu nuskha istemal kiya jata hai pehla tariqa ye hai kay jab aap ko hichki aa rahi ho to aap apna saans foran band kar lain aur aisa 3 ya 4 dafa karen agar to hichki theek ho jae to ye amal chor dain.
Agar na ho to phir hichki ke dosray totke par amal karein apni naak ko band kar ke toti ko mun laga lain aur phir har baar saans liye bagair pani ke ghoont bharen jab aap ko mehsoos ho ke ab hichki thek ho chuki hai to foran pani peena band kar dain. iske alawa apne jism ko mukhtalif positions mein harkat de kar bhi hichki ka ilaj kiya jaa sakta hai. Hichki ka teesra totka ye hai kay 1 chutki haldi kha kar upar se pani pee lain hichki ruk jaegi.

Comments

  1. Replies
    1. You are Welcome Sardar Nadeem Gujjer, iske ilawa aap humain apna feedback de sakte hain hamari website mein konse totke hone chahiye?

      Delete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine