Dry Skin Treatment at Home Dry Skin Ke Liye Gharelu Nuskhe Jild Ki Khushki Se Bach Khushk Jild Ki Tips in Urdu
Dry Skin Ka Totka Dry Skin Ka ilaj Dry Skin Ka Treatment Dry Skin Treatment For Face
Dry Skin Ke Liye Tips in Hindi Khushk Jild Ki Tips in Urdu Dry Skin Care Home Remedies in Hindi
|
Khushk Jild Ki Hifazat in Urdu |
|
Dry Skin Ke Liye Gharelu Nuskhe |
|
Beauty Tips For Dry Skin in Hindi |
|
Dry Skin CareTips At Home in Hindi |
Dry Skin Ke Liye Face Wash Dry Skin Ke Liye Tips in Hindi
Sardion ke aate he hamara jism thanda aur khushk ho kar reh jata hai jobs karne wale log jo subah subah apne ghar se bahir nikalte hain unhen sakht sardi aur thandi hawaon ka samna karna padta hai jiski waja se unke face or hands per khushk sardi ki waja se thandi aur sakht sard hawa padti hai jiske baad apki skin cold aur dry ho jati hai aur jild akad jati hai sardion mein pani ka istemal kam nahin karna chahiye kyunki aksar log winters mein bht zyada coffee tea peete hain isliye pani zyada piyen aur aisi chezen khaye jin mein dryness kam ho. Aap male hai ya female office worker hain ya college student even aap ka koi bhi profession hai aap daily ghar se nikle se pehle apne face aur hands per vaseline zaroor laga le ye sab creams se achi hoti hai aur dry skin ke liye bhi best hai. Iske elawa bikes par jane wale log apne hatho per gloves pehne aur achi kisam ki leather jackets pehn kar bahir jaya karen.
Comments
Post a Comment