Adrak Health Benefits Adrak Ke Fawaid in Urdu Adrak Ke Gun in Hindi Adrak Ke Fayde Hindi Me Ginger Plant Information In Hindi

Adrak Benifits in Hindi Ginger Benefits in Hindi Adrak K Faidy Urdu Ginger Ke Faide in Urdu 

  • Adrak in english (Ginger)
  • Adrak se ilaj
  • Adrak and honey
  • Adrak ginger
  • Adrak uses
  • Adrak ke upyog
  • Adrak ka use

Adrak Khane Ke Faide Adrak Khane Ke Fayde in Hindi Adrak Ke Fawaid Adrak Ayurveda Adrak as Medicine


Ginger Benefits in Hindi Language

Uses of Ginger in Hindi Language

Adrak Ke Gun

Adrak Health Benefits


Adrak Ke Beshumar Faide Adrak Ki History Jankari Hindi Mein Adrak Ki Malomat in Urdu




Kaha jata hai hai ke adrak ki kasht ki ibtada hindustan mein hui thi jahan qadeem ayurveda ke hakeem adrak ko ghizain mehfooz karne ke liye use karte thy. Adrak khurak ko hazam karne aur rohani wa jismani safai ke liye bhi adrak istemal ki jati thi. Mazhabi taqreebat mein lehsun ka istemal manoo qarar dia jata tha aur is ki jagah maaqool miqdar mein adrak mukhtalif khano mein dali jati thi jo hinduon ke baqaul apni khushbu ki waja se devtaon ko bohat pasand thi.
Ahl e Yunnan bhi jashn ya tehwar ke mauqa per bhari bharkam khana khate to aakhir mein 1 roti ke tukde ke darmiyan thoda sa adrak rakh kar kha liya karte thy ta ke bad mein badhazmi ki shikayat na ho. Ye gingerbread ki ibtada thi. Adrak aik poday ki jar hai jiska zaiqa teekha hota hai. Ye garm mizaaj hai aur isay sukha kar aur safoof yani powder bana kar bhi use kiya jata hai. Khushk adrak ko sonth kehte hain. Yeh jism mein siyal maday ko mutharik karti hai paseena lati hai afsordegi dur bhagaati hai aur balgham ko kharij karti hai adrak jism ke tamam tissuess ko harkat mein lati hai joron ke dard ke liye bhi adrak bohat mufeed cheez hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj