Kuposhan Kya Hai Kuposhan Se Kaise Bache Kuposhan Ke Lakshan Kuposhan Ke Karan Kuposhan Ki Jankari Kuposhan Disease Detail in Hindi

Malnutrition Kya Hai Information About Kuposhan in Hindi Kuposhan Rate in India

What Does Kuposhan Mean Kuposhan Rog Hindi of Malnutrition is Kuposhan

Malnutrition Meaning in Hindi

Kuposhan Meaning in English
Malnutrition Rate in India 


Kuposhan Symptoms  Kuposhan Ka ilaj Kuposhan Ki Samasya in Hindi 




Malnutrition yani kuposhan india aur south africa mein bahut saray log aise paye jate hain jo iss bimari ka shikar hain ye aik aisa rog hai jab sahi tarike se khana na milna ya phir khane ke liye kuch acha na hona ya aap yun keh sakte hain ke pait bhar kar na khana malnourishment aik aisi halat hai jo ke khud ko bhoka rakh kar ya phr aisi ghiza khana jis mein qudrati taur per mukamal vitamins or nutrients majod na hoon kaposhan ka shikar insan us waqt bhi ho sakta hai jab sahi chezen pait bhar kar nahin khata jo uski body mein hazam ho kar jism ko is rog se bachati hain khane wali aisi cheez jo dusre log to khate hain lekin aap nahi kha sakte usay bhi malnutrition kaha ja sakta hai. bohat zyada diet karna kuposhan ka sabab aur sehat ki bimarion ki waja ban sakta hai. iska matlab ye bhi nahi ke aap had se zyada khana shuru kar dain sirf utna he khayen jitna aap ke pait ko bhar de aur apko mazeed bhook na lage kyon ki had se zyada khana overnutrition ka bais ban jata hai ye bhi ek bimari hai jiska zikar main apni agli posts mein zaroor karunga INSHA_ALLAH.

Causes of Malnutrition Kuposhan Ke Karan


Kuposhan ki sab se badi wajah ghareebi aur khane peene ki chezon ka mehnga hona hai. Malnutrition ki wajah se kai bimariya janam le sakti hain misaal ke taur per gastroenteritis, chronic illness, aur khas taur per HIV/AIDS pandemic iske elawa Diarrhea aur dosri kai aik bimariyan jo khana kam milne ki waja se paida hoti hai wo insan ko lag sakti hain. Maa ka apne bache ko doodh na pilana bhi kapoushan ki ek waja hai. kaposhan ki wajah se har saal taqreeban 10 lakh log maut ka shikar ho jate hain.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine