Lahsun Khane Se Kya Hota Hai Lahsun Khane Ka Tarika Lehsan Khane Ke Fawaid Lahsun Khane Ke Fayde In Hindi

Lahsun Khane Se Fayda Lahsun Khane Ke Fayde In Urdu Lahsun Khane Ke Fayde In Hindi

Khali Pet Lahsun Khane Ke Fayde Kachha Lahsun Khane Ke Fayde Lahsun Khane Ke Fayde

Khali Pate Lahsun Khaane Ke Hairat Angez Fawaid



Zamana e qadeem se insan lehsun ka istemaal karta aaya hai.Roman, Arab, Misri, Yahood, Irani aur duniya ki tamam aqwaam me lehsun ke fawaid par saire haasil guftagu ki hai. aur kisi ne Iske istemaal ko khatarnaak nahi kaha hai.Jabke isko masala jaat ka sardar bhi kaha jaata hai.Lekin aaj hum aapko lehsun ke khaali pate istemaal ke fawaid ke mutaliq bataien ge.


Raw Garlic Benefits In Hindi
Lahsun Khane Ke Fayde In Urdu

Garlic Ke Benefits Garlic Ke Fayde Hindi Me Garlic Ke Gun In Hindi

Lehsan Ke Fawaid

* Agar aap lehsun ko khaali pate khayen ge to pait mein mojood bacteria pate khali hone ki wajah se bahut kamzor ho chuka hoga aur ye lehsun ki taaqat ke khilaaf larr nahi paye ga, jis se aap sehat mand aur bohat si bimariyon se mehfooz ho jaayein ge.

* Ise khaali paite khaane se jism ka modafiyati nizaam mazboot hota hai, Aur insani jism bimariyon se bimariyon se larr ne ke liye mazboot ho jaata hai.

* Lehsun aik qudarti antibiotic hai, aur sardiyon mein Iske istemaal se insan khaansi, nazlaa aur zukaam se mehfooz rehta hai.

* Ye khoon ko patla karta hai,jis se aap ka nizaam doraan e khoon tez rehta hai.Aur Iske saath saath aapko bolund Fishaar e khoon se bhi nijaat milti hai.

* Agar khoon ki sharyaanein bund hone lagein to rozana khaali paite lehsun ka istemaal karein, bohat jald aapko mehsoos hoga k aapki tabiyat bahal ho rahi hai.

* Agar aapko jaldi bemari ka masla darpesh ho to apne khaane mein lehsun ki miqdaar barhaa dein. Is se aapke jism mein zehrile maade kam honge aur aapki jild tar o taza rahe gi.

* Agar asabi kamzori ka masla darpesh ho to phir bhi lehsun ka istemaal intehai mofeed sabit hota hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj