Thyroid Se Kaise Bache Thyroid Kya Hota Hai In Hindi Thyroid Gland Ke Lakshan In Hindi Thyroid Se Hone Wali Problem In Hindi Thyroid Se Bachne Ke Upay In Hindi

Thyroid Se Bachne Ke Upay Thyroid Se Bachao Thyroid Ke Lakshan Hindi Me Thyroid Glands Ke Symptoms In Hindi


Thyroid Kya Hai In Urdu
Thyroid Ke Symptoms In Hindi



Thyroid ek titly numa gilti hoti hai jo galay ke neeche samne ki taraf ban jati hai. Ye gilti khoon ki naliyon se bhari hoti hai. Thyroid gland aap ki body ki growth metabolism aur iske darja hararat ko mutasir karti hai.


Note : Symptoms ko padh kar pareshan na hon bimari ki alamat batane ka maqsad ye nahi k bimari aap mein ho sakti hai balke ye sirf ek andaza hai jo kafi logon per research karne ke bad samne ata hai aur ho sakta ha yahan bataye ge symptoms kisi dosri bimari mein bhi paye jate hon. Shukria


Causes of Thyroid In Hindi Thyroid Ko Rokne Ke Upay Thyroid ke Lakshan In Hindi Thyroid Gland Ki Alamat In Urdu


Thyroid glands mein aap ki gardan ahista ahista samne ki taraf se pholna shuru ho jati hai jin logo ko ye gilti banti hai unke heart ka rate bhi mutasir ho jata hai heart rate zyada bhi ho sakta ha aur kam bhi ho  sakta ha mood mein badlaav aana thakan mehsoos hona aur depressed rehna bhi thyroid gland ke symptoms mein shamil hai iske elawa balon ka girna aur jism ka bohat zyada garam ya thanda feel karna qabz ho jana aur khawaten mein ghair munsaib periods hona bhi iski nishani hai.




Thyroid se bachne ke liye Smoking karna chhod dein cigarette mein aise toxins majod hote hain jo ke khatarnak sabit ho sakte hain aur thyroid ki diease create kar sakte hain cigarette smoking se aur bhi bohat sari bimari janam leti hain jis mein aankhon ki samsya ban sakti hai bohat zyada Soy mat khayen soy ek food hai jab ap isay nashe ke taur per istemal karna shuru kar dein ge to ye apke liye nuqsan deh sabit ho sakta hai. Filter ka pani piyen ganday pani se bachen aur apni tooth paste ke fluoride par nazar rakhen kyun ki ye aap ke danton k liye to thek ho sakta hai lekin galay ke liye nahi.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine