Gulab Benefits In Hindi Gulab Jal For Face
In Hindi
|
Gulab Ki Patiyon Ke Benefits |
|
Gulab ke Phool Ke Fayde for Skin |
Natural Moisturiser For Face Gulaab:-
Husn mein izafa karne ke liye gulaab ki ahmiyat aur afadiyat se koi bhi inkaar nahi kar sakta. Gulaab ki taaza pattiyon ko bareek pees kar chehray par maalish karke 15 minutes tak laga rehne ke baad thande paani se dho lena chaahiye. America ke asal bashinday (log) gulaab ki pisi hui pattiyon mein charbi mila kar munh ke zakhmon aur kharish ke liye ye marhum (balm) ka istemaal karte thay. Arq e gulab ka istemaal bhi sadiyon se Husn afzai ke liye hota raha hai. Arq e gulaab behtreen moisturizer hota hai.
thanks salman, arq e gulab ke bohat sare faide bhi hain isliye main apke sath Arq e Gulab ko banane ka tarika share kar rahi hoon ap ye tarika meri website par read kar sakte ho Ghar Mein Arq-e-Gulab Banane Ka Asan Tarika
ReplyDelete