Heart Attack Ke Lakshan Kya Hai Heart Attack Kaise Hota Hai Heart Attack Kyu Aata Hai Heart Attack Se Bachne Ke Upay In Hindi Heart Attack Se Kaise Bache In Hindi
Heart Attack Se Bachne Ke Desi Upay Heart Attack Se Bachao Heart Attack Se Bachne Ka Tarika
Heart Valve Problems Symptoms In Hindi
|
Heart Attack Se Bachne Ke Upay In
Hindi
Heart Attack Ke Lakshan Kya Hai
|
Heart Attack Ke Kya Lakshan Hai Heart Attack Kyun Hota Hai Heart Attack Ke Gharelu Upay Heart Attack Ke Symptoms
Heart Attack Information In Urdu
|
Heart Attack Aane Par Kya Kare Dil Ka Dora Ki Alamat Dil Ka Dora In Urdu
Heart
Attack Se Bachne Ke Desi Upay
|
Heart Dil Ka Dora Ya Dil Ka Dard Kya Hota Hai?
Heart attack yani dil ka dora padna ye us waqt hota hai jab dil se milne wala khoon k muscle yani pathay ko oxygen milna achanak band ho jata hai aur apke dil ko oxygene nahin milti agar dil se milne wale muscle yani pathay ko fori tor per khoon na mile to phir dil ka ye muscle marna shuru ho jata hai.
Heart Attack Ke Lakshan Heart Attack Ki Nishaniyan In Urdu
Heart attack ki alamat mein sab se pehle seene mein shadeed jakran aur dard ka ehsaas hota hai aur dard badh kar pore seene mein bayen bazo mein phelna shuru ho jata hai. Heart attack ki nishaniyan mein baaz dafa pait mein maroor ki kefiyat peda hoti hai aur iske saath pait ke nazdek jism ke hisson mein bhi dard mehsoos hota hai. Heart attack ke lakshan mein dard ke saath sath paseena ana, ulti ka aana aur saans lene mein mushkil hona. Agar kisi bhi shakhs mein yeh alamat zahir ho jayen to foran kisi achay doctor se rabta karen ya phir mareez ko hospital le jayen.
Heart Attack Kyon Hota Hai? Heart Attack Ki Wajuhat In Urdu
hai lekin aap ghareeb hain aur aap ko andar he andar ye bat khai jati hai kyun ki mahol ka insan ki zindagi par bohat gehra asar hota hai iske elawa antibiotics dawayen bhi heart attack ko ke chances ko badhati hain. Heart attack kisi infection ki waja se bhi ho sakta hai iske elawa psoriasis yani Chanbal, taulqat mein khrabi, ache cholesterol ka level kam hona, gurde ke masail, shehron mein rehaish, sugar bhi heart attack hone ki wajah ban sakti hain.
Comments
Post a Comment