Aankhon Ki Roshni Badhane Ke Gharelu Nuskhe Aankhon Ki Roshni Badane Ke Liye Upay Eyes Se Dundhlaa Dikhne Ka Elaj
What Causes Constant Eye Twitching Lower Lid
|
Eyes Ki Dekhbhal Eye Ki Roshni Badhane Ke Upay In Hindi Aankhon Ki Roshni Ki Dua In Urdu
Aankhen hamare jism ki sab se nazuk aur important cheez hain. Kyon ki ankhon ke bina humari dunya mein andhere ke siwa kuch bhi nahin aankhon ki qadar un logon se puchiye jinke pass qudrat ki ye sab se badi naimat nahin hai aankhon ke zariye hum aik dusre ko asani se dekh sakte hain apne aap ko mirror mein dekh sakte hain kuch log kehte hain agar right aankh phadke to kuch acha hone wala hai aur agar left eye fadke to samjho kuch bura hone wala hai aisa kuch nahin hota aisa sochne wale log meri ye post zaror read karen aap ki ghalat fehmi dur ho jayegi Ankhon Ka Fadakna Kya Hai Ankhen Phadkane Ka Matlab ankhon ka ka kamzor hona bhi bohat bada problem hai aise logon ke liye Weak Eyesight Ka Solution Ankhon Ki Kamzori Ke Liye Treatment bhi bata diya gaya hai aap blue color ke link per click karke padh sakte hain aankhon ki care karna bahut zaroori hai kafi log aise hote hain jinki ankhon se paani behta hai Ankhon Se Pani Aana Watering Eyes Tips ye tips un logon ke liye hain ab aate hain topic ki taraf wese to hum apne jism ki dosri chezon ka bahut dhyan rakhte hain jese face hands aur foot etc lekin apni eyes ka dhyan nahin rakh pate aaj main aap ko ankhon ki sehat ke liye chand mufeed tips batane ja raha hoon inhen follow karen jin logon ki aankhon ki roshni kam hai unhen bhi inshaAllah kafi faida hoga.
Eye Care Tips In Urdu At Home
|
Eye
Brightener Treatment Bright Eyes Solution Aankhon Ki Roshni Tez Karne Ke Liye
Apni aankhon ko khurak dain aankhen bhi humare jism ke dusre parts jaise hoti hain inhen bhi nutrition chahiye hota hai aankhon ki sehat ke liye sab se behtar ye hai ke aap sirf sabziyan aur phal khayen aur aisi chezen jin mein sugar bohat ziyada ho aur aise foods jo ke fried hoon jese chips pizza etc in ko chor dain. Aankhon ki roshni badhane ke liye mazeed tips neeche bata raha hoon inko follow karen.
Vitamin A, C, aur E minerals ke sath jese copper aur zinc aap ki daily diet mein shamil hone chahiye. Ye vitamins aur minerals aap ki aankhon ke roshni ke liye bohat eham hain aur yeh mukhtalif bimarion ke khilaf apki hifazat bhi karte hain.
Strawberry, orange, eggs, salmon, almonds vitamins ke liye hain jab ke Oyster, crab, aur turkey aap ke minerals ke liye hain.
Garlic yani lehsan aur Onions yani pyaaz aap ki ankhon ke lens ke liye bohat faida mand hote hain inhen bhi apne khanon mein istemal karen.
Comments
Post a Comment