Hath Pair Ka Kala Pan Dur Karne Upay Hath Paon White Karne Ka Totka Hands And Foot White Karne Ka Tarika Haath Gora Karne Ke Tips In Urdu

Hand And Foot Whitening Tips In Urdu Paon Ko Gora Karne Ka Tarika In Urdu

Hand Care Beauty Tips In Hindi
Hand And Foot Care Beauty Tips




Hand Ki Safai Hathon Ki Khubsurti Ke Tips In Urdu

Hand And Foot Beauty Tips In Urdu


Hathon Ki Khubsurti Hathon Aur Pairon Ki Hifazat In Urdu



Hatho aur paon aksar oqat girls aur boys apne face ki to bohat care karte hain lekin apne hath aur paon ki taraf us tarah dhyan nahi dete jaise dena chahiye kyun ki log sirf aap ka face he nahin dekhte apke hands aur feet ki taraf bhi unka dhyan jata hai apni shakhsiyat ko nikharne ke liye aap ko apne Hath aur Paon Saaf aur Gore Karna chahiye aur sab se pehle garmi ki wajah se apne pairon ki badbu dor karne ke liye ye tips read karen Pairon Ki Badbu aur Safai Karne Ka Tarika kyunki is tarah next person par ek acha impression daal sakte hain first impression is last impression ye to aap ne suna he hoga Hath aur Paon Ko Khubsurat Banane Ki Tips neche step by step batai ja rahi hain try karen.
  1. Lemon ke arq mein glacreen mila lain 1 choti chamchi boric acid daal kar teeno ko yakja kar lain aur sheeshi mein bhar kar rakh dain. Hath dhone ke baad 2 ya 3 martba istemal karen. iske istemal se aap ke hath chiknay dilkash naram rahen ge aur ye rang nikharne ke liye ek be misal nuskha hai.
  2. Raat ko sote waqt khalis badam ke roghan se hatho ki malish karen.
  3. Apne pairon ki rozana dekhbal zarori karen pairon ki rozana dekhbal ko apni routine mein shamil kar lain. 
  4. Paon ki malish karne se pairon ko aaram aur sakoon milta hai jild achi halat mein rehti hai.
  5. Paon ki rozana safai bohat zarori hai bahir ki ghalazat aur gandgi ko pairon se rozana pani aur sabun se achi tarah dho kar saaf karna chahiye.
  6. Foot Clean Karne Ke Liye Best Beauty Tips read karen aur uske baad Jild Ko Saaf Karne ke Gharelu Nuskhe bhi parhen.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine