Shukranu Badhane Ke Tarike Shukranu Ko Kaise Badhaye Mani Badhane Ke Nuskhe Dhatu Badhane Ke Upay Virya Ko Badhane Ke Gharelu Upay In Hindi

Dhatu Kaise Badhaye Shukranu Increase Virya Badhane Ke Desi Tarike



Shukranu Badhane Ke Liye Upay


How To Increase Virya In Body In Hindi
















Shukranu Badhane Ke Liye Kya Khaye?



Mani Ko Badhane Ka Tarika
How To Increase Shukra Dhatu In Body

Shukranu Kaise Banta Hai Shukranu Virya Gada Kaise Kare Hindi Virya Increase Tips In Hindi


Shaadi ke baad bachon ki khwahish har insan ki hoti hai har koi chahta hai ke uski nasal agay badhe aur usay apne ghar ka waris mile lekin aaj kal ke daur mein married couples ke doran bohat si mushkilat aur pechidigiyan aa gai hain jiski wajah se mian biwi khol kar ek dusre se bat nahin karte lekin doctor ko sab kuch bata dete hain mera mashwara aise married couples ke liye yehi hoga ke wo pehle aapas mein ek dusre ko samjhane ki koshish kare apni taraf se poori koshish kare agar phir bhi aap ka masla hal nahi hota tab aap doctor se consult karen Shukranu virya ya dhatu badhane ke liye kafi tips hain jin per amal karne se aap ko kafi fayda ho sakta hai chand tips neche batai ja rahi hain follow karen.


  1. Apne andakosh ko garm mat hone dain aur tight pants or jeans istemal na karen rat ko sote waqt underwear utar kar soya karen.
  2. Jab aap sports mein hisa lene jayen ya bahir khelne ke liye jayen to jockstrap use kia karen.
  3. Apne Stress Aur Tension ko kam karen har waqt bila wajah pareshan rehne chod dain.
  4. Smoking karna chod dain cigarette ki wajah se aap ka shukranu count kam hota hai.
  5. Sharab peena band karein kyunki iski wajah se aap ka liver function kharab hota hai aur aap ke virya per asar padta hai.
  6. Chemicals factories aur labs mein kaam karne wale log chemicals se khud ko mehfooz karne ke liye apni skin ko protect karen aur long sleeves ya gloves use karen.
  7. Daily exercise kiya karen aur bohat zyada warzish bhi na karen.
  8. Steroids use mat karein sirf natural foods khayen jin mein fat kam ho lekin protein zyada ho sabziyan bhi khayen.
  9. Fish zyada khayen kyunki iss mein bohat protein hota hai iske elawa gosht, anday aur mukhtalif kisam ke phal bhi khayen.
  10. Iske ilawa agar koi shakhs patla hai to wo khud ko kaise mota kar sakta hai ye janne ke liye meri post Mota Hone Ke Desi Tarike aur Weight Gain Karne Ki Tips bhi read karen.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj