Health Benefits Of Banana Powder For Babies Kele Ke Fawaid In Urdu Kela Khane Ke Tarike Banana Ke Labh In Hindi

Banana Health Tips Kelay Ke Fayde Health Benefits Of Banana Banana Khane Ke Fayde In Hindi

Banana Healthy Benefits In Urdu


Kamzor Bachon Ki Diet Kamzor Bachon Ko Mota Karne Ka Tarika Bachon Ki Khurak In Urdu






Health Benefits of Banana In Hindi

Banana is Good For Babies


Bachon Ko Kela Dene Ke Faide Kya Kela Bachon Ke Liye Acha Hota Hai? Pechis Ka Gharelu Ilaj




Kele mein nashasta bohat badi miqdar mein paya jata hai ye bachon ke liye bohat mufeed hai. Khushki dur karne ke liye kele ka powder Doodh mein mila kar bachon ko diya jaye to bohat faida hota hai. Research se pata chala hai ke jin bachon par is khurak ka experiment kiya gaya hai wo 6 months mein apni Height mein aur Body ke lehaz se dusre bachon se badh gaye aur inke Dant Safed Aur Chamakdar aur mazboot ho gaye.



School jane wale jo bache kamzor thy inhen rozana 2 glass doodh aur do kele dene se aise bachon ko bohat faida hota hai. Jin bachon se maa ka Doodh churwa liya gaya ho inhen 1 adad pakke hue kele ka adha guda zaroorat ke mutabiq doodh mein mila kar istemal karwaya jaye to bacha dusri ghizaon se be niyaaz ho jata hai. Ye bachon ki parwarish ke liye kafi hai. Bachon ko dast aane ki shikayat mein kele ka istemal faida mand hai. Pechash aur daston ke mareezon ke kele ke istemal se faida hota hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine