Bachon Mein Khoon Ki Kami Ka Ilaj In Urdu Blood Badhane Ke Tarike In Hindi Khoon Badhane Ke Nuskhe In Hindi
Blood Kaise Badhaye Blood Ki Kami Ke Karan Khoon Badhane Ke Nuskhe In Urdu
Khoon
Ki Kami Ka Desi Ilaj In Urdu
|
Blood Ki Kami Ko Pura Karne Ka Asan Tarika |
Khoon Badhane Wale Fruits Khoon Banane Wale Phal
In Hindi Anemia Ke Lakshan In Hindi
khoon kaise banta hai khoon ko banane aksar logon mein khoon ki kami hoti hai iski wajah khurak ka na munasib khurak aur malnutritin bhi hota hai jis mein bache ko puri Khurak nahin milti jiski wajah se uski body sahi tarah se work nahin karti aur jism mein naya khoon paida nahin hota. Bachon mein khoon ki wajohat mein kafi cheeze aa jati hain misal ke taur par agar koi bacha theek se khana nahin khata aur khane se door bhagta hai to ye uski sehat ke liye theek nahin Bhook Badhane Ke Liye Tips to kafi use ki ja sakti hain jiske zariye aap ka bacha jee bhar kar khana khaye ga aur uski sehat badhegi. Khoon ki kami ke symptoms mein thakawat mehsoos hona dil ki raftar had se zyada tez ho jana aur abnormal rehna iske ilawa skin ka peela pad jana ya phir saans phoolna shamil hai.
Anemia ek aisi halat hai jis mein aap ki body mein majood red blood cells ki tadad kam ho jati hai jisy hemoglobin bhi kaha jata hai. Anemia United States mein common blood condition jo ke U.S. mein 35 lakh Americans ko mutasir kar rahi hai. Jin mein Khawateen, jawan bachy aur aise log jin mein chronic disease ho aise logon mein Anemia ka risk factor zyada hota hai. Khoon ki kami Pregnancy ke doran bhi ho jati hai jiske bare mein tafseel ke sath main Insha_Allah apni next post mein bataunga. Khoon ki kami ko pura karne ke liye sab se behtar yehi hai ke aap isko tablets ya aleopatheic ya homeopathic dawaon se hal karne ki bajaye qudarti tarike se pura karen. Blood Badhane Ke Liye ek karamad nuskha bata raha hoon isko try Insha_Allah faraq padega.
Khoon Ki Kami
Door Karne Ke Liye Milkshake :-
Ingredients
Gajar : 3 Adad
Chukandar : 1 Adad
Milk : 1 Glass
Tarkeeb :-
Sab se pehle gajar aur chukandar ka juice nikal lain phir iss mein doodh daal kar achi tarha mix kar lain. Milkshake tayar hai. Jab tak gajaron ka mausam rahe ye milkshake rozana 1 glass piye. Iss say na sirf aap ke khoon ki kami puri hogi balke aap ke chehre ki rangat bhi nikhar jaye gi.
Comments
Post a Comment