Chot Lagne Pe Kya Kare Bachon Ki Chot Ka Ilaj Chot Ka Dard Kaise Thek Ho? Chot Lagne Par Upay In Hindi
Chot Lagne Par Kya Kiya Jaye Chot Lagne Ke Upay
Choot Dard Theek Karne Ke Tarike Desi Totkay for Kids |
Bachon Ko Agar Chot Lag Jaye To Kya Karen Chot Ki Dard Kay ilaj
Baaz dafa bache gir jate hain jin gharon mein sirihiyan hoti hain un ghar walon ko har waqt bachon ki fikar lagi rehti hai ke kahin bachy sirhi se gir na jayen kyun bachy aksar tezi se utarty hain aur aksar phisal bhi jate hain. Jab aisi sorat e haal ho jati hai to bachon ko choot bhi aati hai aur baad mein bache dard ki shikayat bhi karte rehte hain. Ab iss mehngai ke daur mein har bar bachon ko doctors ke pass to le kar jaya nahin jaa sakta iss bat se aap bhi achi tarha waqif hain ke doctors kay kitni fees hoti hai. Lekin aap ko fikar karne ki zarorat nahin aaj main aap ke liye choot lagne par dard ka ilaj le kar aya hoon jisy istemal karke aap bachon ko chot lagne par dard ko bhaga sakte hain.
Bachon Ki Sehat K Totkay In Urdu
- Bachon Ki Khasni Ka Gharelu ilaj
- Bachon Mein Khoon Ki Kami Ka ilaj
- Benefits of Banana Powder for Babies
- Bachon Ko Bhook Lagane Ke Tarike
Gharon mein masalon ke sath haldi zaror hoti hai ye kaam ki cheez hai. Androni choot lagy to thori haldi mein mila kar pilane se bhi faida hota hai. Bachon ko chot lagne ke baad foran he pila di jaye to androni chot aur warm bhi thek ho jata hai. Isi tarha agar grine se bachon ko chot lag jaye to haldi ka halka sa laep pani mein bana kar lagane se khoon ka nikalna band ho jata hai.
Comments
Post a Comment