Balgham Ka Totka Balgam Kaise Khatam Kare Seene Me Balgham Ka Ilaj Balgham Treatment Tips In Urdu
Gale Ki Balgham Ka Ilaj Hindi Gale Me Balgham Ka Ilaj In Urdu
Balgham Kaise Khatam Kiya Jaye in Urdu/Hindi |
Balgam Kaise Hataye Balgam Wali Khansi Ka Ilaj In Urdu
Khansi bukhar theek hone ke baad aisa lagta hai galay mein balgham phans gaya hai bar bar khansna parta hai. Sab kay samne aisay karte huay bura bhi lagta hai magar balgham se nijat hasil nahin hoti iske liye behtar hai ye hai ke aap balgham se chutkara pane ke liye desi tarike use karen kyon ki tablets sirf waqti taur par aap ke galay ko saaf karti hain balgam ko saaf karne ke liye kafi desi totkay istemal kiye ja sakte hain aap apne hisaab jo cheez ghar mein dastiyab ho wo nuskha istemal kar sakte hain pistay ka istemal bhi mufeed hai.
Balgham Ko Door Karne Ke Liye Desi Totkay in Urdu/Hindi
- Adrak Ke Zariye Balgham Khatam Karna
- Balgham Khatam Karne Ke Liye Pista
- Chuhara for Balgham Treatment
Balgham Se Nijat Balgham Ka Khatma Balgham Kay Liay In Urdu
Aik asan gharelu nuskha istemal karen balgham door karne ka ye azmuda nuskha hai. Aap bazar se munaqqa le kar ayen aur munaqqa kharidte waqt is bat ka khyal rakhen munaqqa kala aur kharab nahin hona chahiye dekh kar khareedain. Bara angoor khushk honay par munaqqa ban jata hai munaqqa hath say torain iss mein say 1 ya2 beej niklen gay wo nikal kar rakh dain. Har munaqqa mein 1 ya 2 kali mirch rakh kar band kar dein. Agar 2 beej niklay hain to aap 2 sabit kali mirchen rakhen 1 ho to sirf 1 kali mirch munaqqa mein rakh dain. Pehle zamane mein to issay fry pan ya taway par garam karke munaqqa ke sath danay rakh dete thy wo garam ho jate to inko garm garm kha kar so jayen. Raat ko sotay waqt garam munaqqa khaye chand roz mein balgham ki shikayat door ho jaye gi. Aur ye bat zehan mein rakhen munaqqa khanay ke baad pani na piyen.
Comments
Post a Comment