Hair Color Karne Ka Tarika In Urdu Hair Me Mehndi Lagane Ka Tarika In Hindi Balo Me Mehndi Lagane Ki Samagri In Hindi

Balo Me Mehndi Lagane Ke Nuskhe Balo Me Mehndi Lagane Ke Tips In Urdu


Balo Ki Mehndi Me Kya Milaye Balo Me Mehndi Lagane Ki Vidhi In Hindi




Baal aap ki khubsurati ko char chand lagate hain magar agar yehi baal rukhy bejan aur sufed hoon to phir yehi baal apky chehre ki khubsurti mein bigar paida kar dete hain. Baalon ko chamkane ke tarike bhi faida nahi dete aur na he baalon ko shine karne ki tips apna asar dikhati hain. Isi tarha kuch logon ko allergey ho jati hai safed baalon ko kala karne ke tarike istemal karty hain lamby baalon rakhna mushkil kaam nahin lekin baalon ki hifazat karna thora mushkil marhala hota hai. Lekin baalon ki care karna aur baalon ko chamkaye rakhna hair ko dandruff se bachaye rakhna itna mushkil kaam bhi nahin aap thori si mehnat karke apny baalon ko haseen aur dilkash bana sakte hain.

Aap ko agar allergy hai to naye naye tajurbe na karen kyun ki baaz dafa allergy barh jati hai aur aap ko emergency mein kahin jana par jata hai aap mehndi istemal karen aur mehndi mein tail zaror milana chahiye sari isi sey aati hai 3 piyali pani lain aur isay garam karen kay liye rakh dain. 3 long kaat kar rakh dain 2 chamach pissay huay amla ka safoof milaye adha chaye ka chamcha kalonji dalen chaye ki patti aik bara chamach milain aur thora sa datun koot kar pakny ke liye rakh dain jab achi tarha pak jaye to utar kar chaan lijiye aur garam pani mein mehndi achi tarah ghoo kar rakh dijiye 2 baray chamach sarson ka tail mila lain.


Best Hair Color for Asians



Mehndi bilkul thandi ho jaye to aik anda phaint kar mila lain aur balon ki jaron mein laga kar saray sir par laga lain aur plastic ki topi ya koi lifafa aik ghanta kay liye charha dain aik baat ka khas khyal rakhiye aik ghanta sey zyada sir par topi na rakhen. Baad mein sir dho lijiye uskay baad shampoo karen aur 5 qatry lemon kay ras kay 4 qatray kisi bhi tail mein mila kar jab baal bilkul halky geely hoon to jaron mein laga lijiye aur balon mein brush ya kangha karen. Baalon kay sokhny par dekhiye aap kay baal kitny achay aur chamkdar hai mehndi powder achi quality ka hona chahiye mehndi kharab ghatiya mayar aur milawat wali ho to rang acha nahin aata.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj