Susti Khatam Karne Ka Tarika Susti Kaise Bhagaye Susti Aur Kahili Ka Ilaj

Susti Door Karne Ka Tarika Susti Dur Kaise Kare Susti Ki Dawa


Peach Health Benefits in Hindi/Urdu

Laziness Kaise Dur Kare Susti Ka Ilaj In Urdu آڑو کے فائدے



Mareez Ka Sawal :-

Pichly dino mein bohat bemar raha khoon mein red blood cells ki kami ho gai aur sath he kamzori bhi mehsoos ho rahi hai. Dawa khany kay bad bhi ajeeb susti kahli aur thakan mehsoos hoti hai. iska ilaj bata dain.


Hakeem Sahib Ka Jawab :-



Aap apna ilaj aaru sey kar sakte hain iss mein majood vitamins vitamin A aur Vitamin C aap kay liye bohat faida mand hai. Aap 1 ya 2 aaro chilkay samait subah nihar munh khayen. Aaru par dawaon ka spray hota hai isliye khanay sey pehly isko achi tarah dho lena chahiye. Aaru aap ki kamzori ko door karega aur aap kam asani sey kar saken ge. Aap kuch din aaru istemal karen apke saray masly thek ho jayenge. Isi tarah kuch log bohat thak jate hain kaam ki wajah sey dil aur dimagh par boojh mehsoos hota hai. Wo log agar sirf 2 aaru kha lain to aap ko jism mein tawani ka ehsaas hoga.



Aap behtar kaam kar saken ge. Allah Taala ney aaru mein bepanaah khawas rakhy hain dil kay liye gurdon kay liye asabi kamzori kay liye aaru bohat mufeed phal sabit hua hai. Aur agar koi insan badhazmi ka shikar ho to wo bhi isy istemal kare kyunki isky khanay sey aap ka hazma bhi drust rehta hai. Pait mein dard ho to isay khanay sey khatam ho jata hai aik ya do aaru aap ki sehat ko barqarar rakhne mein bohat madad de sakte hain ek bar zaror try karen.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj