Vitamin C Ki Kami Se Konsa Rog Hota Hai Thakawat Kaise Dur Kare Vitamin C Ki Kami Se Kya Hota Hai
Vitamin C Ki Kami Ke Lakshan Vitamin C Ki Chize Thakawat Ka Ilaj In Urdu
Thakawat Door Karne Ka Tarika Jismani Thakawat Ka Ilaj
Mareez Ka Sawal :- Kuch dino sey mere paon par laal dhaby numyan huway hain aur meri pindli par bhi hain. Main balanced diet leta hoon lekin mere doctor ney kaha hai Vitamin C ki kami sey ye ho raha hai jab kay main apple, banana, vegetables waghera khata rehta hoon phir aisa kyon hota hai mujhe kya lena chahiye?
Hakeem Sahib Ka Jawab :-
Hamaray haan log isi ghalat fehmi mein rehty hain kay inko kisi bhi vitamin ki zarorat nahin aur wo apni sehat ko le kar bilkul sahi ghiza kha rahe hain. Lekin phir bhi koi na koi kami zaroor hoti hai grapefruit, malta, mosami, kinoo, santara, fruiter waghera aam bazar mein mil jata hai in fruits ko citrus fruit kaha jata hai. In mein vitamin C ki achi miqdar hoti hai Vitamin C ki kami sey mukhtalif bimariyan janam leti hain. Bohat zyada thakawat mehsoos hona, mizaaj mein chirchira pan, mosorhon ki takleef hona ya phir kabhi kabhi mosorhon sey khoon bhi nikalny lagta hai.
Jism par dhaby parny lagte hain aap 15 ya 20 dino mein Vitamin C sey ye sari kami puri kar sakte hain.
Comments
Post a Comment