Cockroach Ka Khatma Lal Baig Bhagane Ka Tarika in Urdu Cockroach Se Chutkara in Hindi

Cockroach Ko Kaise Bhagaye Cockroach Ko Marne Ki Dawa In Hindi


Cockroach Ko Khatam Kaise Kiya Jaye Lal Baig Ka Khatama 

Cockroach Lal Baig Ka Khatma Lal Baig Se Nijat




Lal baig kya hai aur ye kitny dino mein khatam hote hain jin gharon mein cockroach aate hain wahan ghin bhi aati hai aur wo jagah badbu dar ho jati hai. Cockroach chote bhi hote hain aur inch dedh inch lamby bhi ye baray sakht jan hain aur apni nasal ko tezi sey barhate hain. Aik jora saal mein senkron nahin balky hazaron bachay paida karta hai. Lal baig kay ilawa gharon mein Khatmal bhi aa jata hai jo aap kay bed par aur kapron mein ghuss kar aap ka sakoon kharab kar deta hai Bedbug yani Khatmal Bhagane Ka Tarika bhi main pehly post kar chuka hoon. Insan ki zindagi mein kuch chezen aisi hoti hai jo bila wajah humain disturb karti hain aur un mein sey aik cheez ka naam makhi hai jo agar kabhi aap kay pichy par jaye to kabhi na chory chahe aap jitni bar marzi hata lain wo kabhi aap kay naak par bethy gi to kabhi aap kay chehry par beth kar ap ko tang karegi Makhiyon Sey Nijat Panay Kay Liye Home Remedy use karen.


Lal baig cockroach ki afzaish nami aur garmi wali jagah mein bohat tezi sey hoti hai aur inko keeron ko andhera bohat pasand hota hai. Koray ki basket mein kitchen mein aur yahan tak kay ye aap kay ghar mein majood fridge mein bhi ghus jate hain. Ye nanhi makhlooq bohat sakht jaan hai keery makory sey le kar khanay peeny ki bachi hui cheezon aur kaghaz tak chat kar jate hain. Kitchen ki almariyon mein akhbar na bichayen inko akhbar bhi acha lagta hai aur ye usky nechy bari asani sey chup jate hain.



Agar aap ne kuch dalna hai to phir coopex powder chirak kar khaki kaghaz bicha lain. Bazaar mein borak powder mil jata hai wo khareed lain phir borak powder, maida, cheeni, milk powder yani sookha hua doodh in 4 cheezon ko hum wazan le kar thora pani daal kar goliyon ki shahkl mein bana aur inhen kitchen ki almariyon mein rakh dain. Jahan cockroach aate hain wahan rakh dijiye isi tarha 6 ya 7 hafton baad nai goliyan bana kar rakh dain kafi had tak aman rahega. Apne kitchen mein 1 choti light zaroor jala kar rakhen kyun ki roshni mein cockroach bahir nahin niklenge aur mar jayen gay isky ilawa aap apne kitchen ki safai ka khaas khayal rakh karen.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj