Gardan Pe Khujli Hona Kharish Ke Desi Nuskhe Neck Itch Causes Khujli K Gharelu Upay Arm Itch That Won't Go Away

Kharish Ka Ilaj Desi Totkay Kharish Kaise Khatam Kare Desi Totkay For Body Itching


kharish kyon hoti hai
Kharish Khujli Ka Gharelu Upay Kharish Ka Gharelu Upchar


Kharish Ka Gharelu Totka Gardan Ki Khujli Gardan Me Khujli Hona Kharish Ka Desi Ilaj In Urdu


kharish khatam karne ki tips kharish khatam karne ke tarike
Khujali Ka Ilaj In Hindi Kharish Ka Totka


Bazoun aur Gardan Par Shadeed Kharish


Gujrat se Maham Riyaz ne sawal pucha hai kay meri maa k bazoun aur gardan par shadeed kharish ka attack hua hai jis say jild ki rangat bhi kuch ajeeb c ho gayi hai dawain bhi bohat khati hain lekin kuch khas farak nahin para baraye meharbani is hawaly se hamari munasib rehnumai farmaye.

Hakeem Sahib Ka Jawab:- Khujli Kyon Hoti Hai Kharish Ki Wajohat In Urdu

Insani badan pe kharish ka attack hone ki kai wajuhat ho sakti hain masalan khoon ki kharabi, fungus, eczema, bars, chambal, dadhar, kisi dawa ya ghiza ka reaction aur kisi dusre mareez ki wajah se bhi kharish ka hamla ho sakta hai. Sab se pehle apne marz ka sabab aur wajah talaash karen. Agar to kisi bimari ki wajah se aisa hai to bimari ka ilaj karwayen. Bimari ka khatma hote he kharish khud ba khud khatam ho jayegi. Agar kisi ghiza ya dawa k rad e amal ki wajah se kharish hai to apne mualij se mil kar roz marah khaye jane wali ghizaon aur dawaon par nazar e saani karwaye. INN'SHA'ALLAH kharish se nijat mil jayegi. 

Kharish Ke Liye Gharelu Nuskhe Desi Totkay For Kharish Kharish Kaise Khatam Kare


Chirata Kay Fawaid For Kharish Charita Ke Gharelu Totkay

Khoon ki kharabi hone se peda shuda kharish se nijat hasil karne k liye chirata behtareen natural remedy hai. Chirata aap is post k akhir par online order karke bhi khareed sakte hain aur apne ghar par ya kisi bhi addresss par mangwa sakte hain. Chirata 2 kisam ka hota hai meetha chirata aur karwa chirata jisay tibbi zuban mein chirata shireen aur chirata talkh kaha jata hai. Aap chirata shireen 1 gram raat ko pani mein bhigo kar nihar mun pee liya karen.
Dhayan rahe jis bartan mein chirayata bhigoya jaye wo silver, steel aur plastic ka na ho balky bartan matti, sheesha ya cheeni ka hona chahiye. Beruni istemal k liye ratanjot 10 gram, aur 25 gram katti hui pyaz ko desi ghee mein jala kar jild par lagayen. Bafazal e Khuda 1 ya 2 bar lagane se he afaqa ho jayega. Taiz namak, surkh mirch, taiz masala jaat, gosht, machli, chawal, baingan, tali aur bhuni hui ghizayen bakery masnuat sey perhaiz karen.
Ooni yani Wool aur wash and wear libas pehnany se bhi gurez karen balky suti libaas jesy cotton, lawn aur khaddar waghera k kapray zaib tan karen. Rozana pani mein neem k pattay ubaal kar ya dettol k chand qatry mila kar nahain.

Aap ye chirata online bhi khareed sakte hain neche diye gaye link ko visit karen 100 gram Chirata ki qeemat 10 dollar hai aur 2.49$ shipping charges hain yani k total karke aap ko ye Chirata taqreeban 2000 rupay mein aap k ghar tak pahunch jayega Chirata abhi online buy karne ke liye neeche diye gaye link par jayen aur phir online order karen. ⬇

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj