Posts

Showing posts from July, 2019

Gulab Ka Arq Banane Ka Tarika Arq e Gulab Se Sugar Ka ilaj Arq E Gulab Banane Ka Tareeqa Arq E Gulab Recipe In Urdu

Image
Arq e Gulab Banane Ki Asan Tarkeeb Rose Water Recipe in Urdu/Hindi Gulab K Doday Aur Gulab Ka Arq  Gulab Ka Arq Nikalne Ka Tarika Khawar hussain puchte hain gulab k baray mein zaror batayen aaj kal arq e gulab ka bara charcha hai aap ne shayad suna ho k gulab ka arq sugar (diabetes) k mareezon k liye bhi mufeed hai. Arq e gulab k peene se koi nuksan to nahi hamare ghar mein sugar k mareez hain. Ansa Fatima puchti hain gulab k doday peene se kya fayda hota hai? Suna hai inki chai (tea) bhi banti hai is mein kya kuch hai jo hamari sehat k liye faida mand hai? Khawar Sahib! Arq e gulab k mutaliq parh kar aur sun kar main bhi heran hoon k is mein ALLAH TAALA ne kya taseer rakhi hai kayi logon ne bataya hai iske peene se sugar k mareezon ko faida hua hai. Gulab ka arq peene mein koi nuqsan nahi balky fayde hain. Isi tarah jab desi gulab ka phool khilta hai to phir chand dino mein pattiyan gir jati hain. Gulab k doday reh jate hain jab ye apna rang badal kar peelahat...

Chawal Khane Ke Fayde Aur Nuksan In Hindi Chawal Ke Aate Ke Fayde Rice Benefits In Urdu

Image
Chawal Ke Fayde Aur Nuksan Chawal Ka Pani Peene Ke Fayde Rice Benefits and Side Effects Cholesterol Kam Karne Ka Tarika In Urdu Sehrish puchti hain mujhe chawal bohat pasand hain magar hamare ghar mein inka sirf dawat par ehtamam hota hai. Ammi keht hain chawal mota karte hain sehat k liye mufeed nahi. Please mujhe chawalon k baray mein zaror batayen takay main ami ko chawalaon k faiday ginwa sakon inke faide to zaroor honge. Meri kuch saheliyan Kashmiri hain wo jab mujhe batati hain k aaj chawalon k sath hum ne ye khaya bara maza aya to mera bhi dil chahta hai kay chawal khaon. Sehrish bibi chawal to jaldi hazam hone wali ghiza mein shumar kiye jate hain. Kuch bimariyan aisi hain jin mein nuqsan karte hain. Agar doctor chawal khane se mana kare to aap beshak na khayen wesy naye chawal dair se hazam hote hain. Isi tarah chawalon ko bar bar pani se nahi dhona chahiye aur pakate waqt bhi itna pani dalna chahiye kay wo dum par aa jayen. Naram bhi na hoon. Naye chawal 6 ...